Pathan

Aik pathan apne rickshy k sath khra tha
aik aadmi aya or pucha: khan bhai iqbal town jao ge?

Khan: mei to chla jaunga lakin mere rickshay ka kon khayal rakhega?

by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 918 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Ye Funkariyan Our Dramay Baziyan

Aik Din 1 Larki Nay Larkay Say Sawal Kia:
Tum Mera Sath Kab Tak Chahtay Ho?
Larka Ro Diya Our Apnay Aansoo Ka Aik Qatra Samandar Main Gira Diya
Our Kaha: Jab Tak Tum Is Aansoo K Qatray Ko Dhoond Na Lo…
Is Par Samndar Bhi Ro Diya Our Kaha: Ay Pakistanio.
Tum Ye Funkariyan Our Dramay Baziyan Sekhtay Kaha Say Ho?
Larkay Nay Muskura Kar Kaha:
Dr Tahir ul Qadri Say…. :D :P

by Mazhar Khan (few years ago!)
After Examination

After Examination

1st Benchers : Paper tough tha, par 95 to pakke hai,

2nd Benchers : Arey yaar ek question to fir bhi reh hi gaya,

3rd Benchers : Pass ho jaunga basitna pata hai

4th Benchers : Waat lag gayi yaar mai to pakka fail hu,
Last benchers : "Abe Paper ko maar goli, Madam kya maal thi,
Samajh hi nahi aa raha tha paper ko dekhu ya madam ko"

by Tanveer Hussain (few years ago!)
shadi k bad badal gaye ho

Biwi Shohar Se "Tum Shaadi k Baad Badal Gaye Ho !".

Shohar: "Mene Tumhei'n Pehly Hi Bata Dia Tha k Mujhy Shaadi Shuda Larkio'n Main Koi Dil-chaspi Nahi

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aaj apni Muhabat ko naya

Aaj apni Muhabat ko naya morr dia us ne,
Mere liye baalon ko khula chorr dia us ne!

Pehly hansta tha main monh khol k,
Ab to Aagy wala hi daant torr dia us ne!

Us ne sargoshi ka kaha mai betaab ho gya,
Kaan paas kiya to marorr diya us ne!

Sardian aain to laya malty mehbub k liye,
Malta kha k chilka ankhon main nichor dia us ne!

Bewafai ki had b dikha di ik din us ne zalim,
Milny ghr gya to pechay kutta chor dia us ne:-)

by Mazhar Khan (few years ago!)
Ramesh: tum mujhe meri shadi me

ramesh: tum mujhe meri shadi me akela mat chodna. suresh: nahi chodunga main tumhe akela musibat mein kaise chod sakta hoon.

by Pak101.com (few years ago!)
Larki.;K mat kar mera pecha

Larki.;K mat kar mera pecha ik din tu pachtay ga…
Colg k bahr aloo choolay ki shop lagay ga…
.
.
.
.
.
Larka.;- tu mat thokra mere peyar ko.
Ik din pachtay gi..
Usski alooo choolay ki shop pe bartan saaf karti nazar ay gi.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
BOSS-itne kam kapde pehan K Q Aai Ho?

BOSS-itne kam kapde pehan K Q Aai Ho?

Aadha Jism Dikh Raha Hai

Girl-Itni Salary Me Yahi Aata He

BOSS -Manager, Ishko 3 Month Tak Salary Mat Dena..

by Pak101.com (few years ago!)
queen of devils

A line written on a Husband's T shirt : ALL GIRLS ARE DEVIL BUT MY WIFE IS QUEEN.. . . . . . . . OF THEM..:-

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardars Friend: Yar Kal Meine KitniBaar Call Kiya,

Sardars Friend: Yar Kal Meine Kitni
Baar Call Kiya, Uthaya Q Nahi?
Sardar: Q Uthau, 30 Rs.De K Jo
Gana Lagwaya Hai Woh Kya Tera Bap Sune..

by Tanveer Hussain (few years ago!)
kya tum ne mujhe kutta kha

Husband: Kya tum ne mujhe Kutta kaha ?

Wife didn’t answer.

Husband again asks: No answer. Then he asks again.

Wife: Nahi kaha, Plz ab bhonkna band karo.

by tanveer hussain (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Kisi Ki Parwaah Nahi Karta

Mairy khayal mai

Mari shadi main ao ge

Neutron in the Bar

The caption ofvteam

"How Many Senses DoesA Man H..

Sardar

Stude well my child

Tum cricket dehkte ho

Hum eid k liye kapre bnae ga

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook