Pathan
1 Pathaan Cinema Mai Film Deakh Raha Thaa
Film Mai 1 Shair Dowarty Howay Araha Thay
Pathaan Ne Dekha Tu Dar Gia
Owr Apni Chadir KaNdhy Paa Dal Ker Bhaagnay Laga
Logoun Nay Kaha: Khan Sahib Maat Daro
Yaah Tu Film Hai
Pathaan: Woh Tu Mujh Ko Bhi Pata Hai Kay Yai Film Hai
Lekin Wo Tu Janwar Ha
Usko Kiya Pata.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 1075 views
Similar Jokes
Wife: Tum mujhe kitna pyar karte ho?
Pati: Shahjahan jitna.
Wife: Mere merne k bad Taj Mahal banaoge?
Pati: Maine to plot bhi le liya hai, tum hi der ker rahi ho
by A. Sami (few years ago!)
Santa-Teri Sabse Badi Takat Kya He
Banta-Meri Patni
Santa-Sabse Badi Kamzori ??
Banta-Dusro Ki Patni.
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi 2 Pati:Aapko Mera Banaya Hua Halwa Pasand Nai Aya Bache To 3Plate kha chuke Hai
Andar se Awaz: Mama 1Plate or Dena 1 kitab ki Jild Reh gayi
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ki Maa pathan se ;
"Uth jao dekho Sooraj kab ka
nikal aaya hai".
.
.
.
.
Pathan : "To kiya hua,
Wo sota bhi to Maghrib se pehlay hai...:-)"
GOOD MORNING
by @irha@ (few years ago!)
1 kainat
9 seyare
214 mumalak
809 jaziry
7 samandar
8 billion log
lakin ganja pher bi pakistan k hise me aa gaya.
by Sabir shah (few years ago!)
Mom: Kahan Gaye the Tum ??
Child: .........
Mom: Bolo Kahan gaye the?? =/
Child: .........
Mom: Bologe ya Main Bataun ?? =@
Child: .........
Mom SLAPS !!! =(
Child *Crying*
Mom: Chalo Batao Ab ??!!
Child: Oh mummy main........... .
Mom: Chuppp.. Mere Aagey
Zubaan matt Chalao..
by Pak101.com (few years ago!)
Hello G
G,G
Acha G
Han G
Acha
Acha
Really
Na Oye
Phir
Sachi
Phir
Haan
Kaise
Acha G
Haan
Kia?
Oh Nahi G
Sorry Wrong Number..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Baap ne betay se kaha: Dekho ye aaj tumhari teacher ki taraf se mujhe 1 letter mila hai,
Beta:
.
.
... .
.
.
Aap bay-fikar rahein, mein ammi ko nahi bataon ga!'
by Pak101.com (few years ago!)
Police :tumhe kal subah 5 baje phansi pe latkaya jae ga.
Sardar:ha ha ha ha
police:kiun hans rahe ho?
Sardar:me to subah 8 baje uthta hun
by Sabir shah (few years ago!)
Ek pathan ne pehli br roza rkha dophar me he nidhal hogya or
F.M radio call ki Host: ji kia sunna psand krenge?
Pathan: hum ko Maghrib ka azaan sunwa do..
Create a free website with
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)