Sardar Ji and Umbrella
Ek sardar ki chatri me hole tha,
kisine pucha, umbrella me hole kyun?
Sardar bola, Oye barish ruk jayegi to pata kaise chalega.
by Mohammad Ali (few years ago!) / 1035 views
Similar Jokes
Teacher-"BHAI CHAREY" ka jumla bnao
RAAZ-Jub dudh wale se pucha
ke tum doodh itna mehnga Q bechte ho To wo bola BHAI CHARA mehnga ho Gya hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Bachay ka school main 7th class main new admision howa .
Teacher. beta batao Allama iqbal koN hain?
Bacha. hum ko kya pata hum to school mai naya hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Patni: agar main mar jaaungi, to aap royenge kya?
Pati: ab kya has rahaa hoo kya?
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:ap k bete ne fail hone k record s tor diaye hain.
Baag:kamina ghar bartan torta hai aur school me records
by Sabir shah (few years ago!)
Pappu nhi sudhrega ...........
Pappu : Mumy papa na nokrani k
saath. . .
Mom ( bat ko bich me hi kat'te huye) : Bus beta tmharay papa aaye to unke saamnay mujhay batana. . . me aaj dekh lungi unhay. . .
Sham ko jab pappu k papa aaye?!!!
Mom: Haan beta aap subha kya keh rhay thay?
Pappu:
Wo na papa nokrani k sath wohi kr rahay thay jo baju walay uncle aap k saath kartay hain :D :-P
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pandit aur Ek Sardar Jungle me gaye.
Sahmne se ek Sher aa gya.
Sardar ne Sher ki aankh me mitti dali aur bhagte hue Pandit se bola: "Abe Bhag."
Pandit: Main Kyun Bhagu? Mitti tune dali hai
by Pak101.com (few years ago!)
A MEMON MOVIE
Hero: Hamja
Heroin: Julaika
Villain: Ghaffaria
Ghaffaria Julaika Ko Utha K Le Ja Raha Hay
Aur Wo Chilla Rahi Hai:
“Meekay Bachaai Hamjaa
Meekay Bachaai!”
Hamja:
Julaika! Aon Natho Achi Sakno..
Dukan Te Bo Rush Hai!:-D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek sardar apni bhabhi ko buhat mar raha tha
logo ne pucha: kia hua sardar ji?
sardar ji bola: meri bhabhi achi aurat nahin he ji.
logo ne pucha: q kia hua?
sardar bola: yr dost mobile pe bat karte hein jis se bhi puchun,”kis se bat kr rhe ho?”sab bolte hein
by Pak101.com (few years ago!)
Who is the most popular guy at the nudist colony?
The guy who can carry a cup of coffee in each
hand and adozen donuts
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa & Banta watching match
Dhoni ne 6 mari
Santa- dekho dekho Goal hua.
Banta- abe tu pagal hi rahega Goal isme nhi CRICKET me hota hai
by Pak101.com (few years ago!)