Sardar
Teacher: What Is The Difference
Between Landline & Mobile?
Sardar: Landline Par Number
Hum Ungli Se Dial Karte Han
Aur Mobile Par Anguthe Se
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 991 views
Similar Jokes
1 nursery CLASS ka bacha bola-madam main aap ko kaisa lagta hun?
Madam boli
SO SWEET
BACHA apni side Ke Larki se bola
dekha maine kaha tha na
line marti hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ragging ke waqt ladko ne 1 ladki se kaha,1 sawal
ka jawab do-patna kahan par hai?
ladki-bihar mein
boys-yahin pat jao itne dur jaane ki kya jarurat
hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan aur Sardar paani peenay gai, glass ulta
para hua tha
Sardar: Khan Sahab iska to moo hi band hai.
Pathan: Haan yar yeh to neechay se b toota hua
hai…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Bar Ek Chinki Ke Ek Dost Ne Us Se Puchha
Boy: “Yaar Chinki Ek Baat To Bata, Ye Pyar Ho Jata Hai, Ya Karna Parta Hai?”
Chinki Huste Hue: “Ladka Handsome Ho To Ho Jata Hai, Aur Agar Ameer Ho To Karna Parta Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Molana sahab jumay k khutbe mein: Ajkal cable pe
channel bohot kharab aa rahe hen!Pathan: Nahi,
hamare ghar to saaf aa rahe hain. Aap apna taar
check karo..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1pagal nay 1samjhdar say sawal kia,
Pagal-mombate jale to kya hota hai?
Samajhdar-Roshni,
Pagal-thapad mar kar bol gadhay mom zaya hoti hai,
by Mohammad Ali (few years ago!)
1 pathan ko khali msg aaya
Pathan ne usi mobile number per call ker k kaha
!
!
!
!
Woy yaara!
Tumko malum hay?
tumhara mobile ki siyahi
khatam ho gaya hy!!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Miss: Aaj Tum Late Q Aae?
School 7 baje Shuru Hota Hai Fir der Q Ki?
Kid:Miss,Aap Meri Itni Fikar mat kia karian..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher to Santa: is line ki English banao, "usne apna kaam kiya or karta hi gya"
Santa: He done his work and Done Dana Dan Done Dana Dan...
by Pak101.com (few years ago!)
Jahan Khawab Wahan HBL Urdu Funny Jokes Aik Pathan ko khawaab main kisi ne QATAL kar dia. Subha uth k PATHAN ne apna HBL ka Account close karwa dia. Pata hai Kyun? Kyun k HBL aap k khawabon ko haqeeqat main bdlta hai jahan khawab waha HBL…
by Mazhar Khan (few years ago!)