Funny
Imran: “ iss gaye (cow) ke singh kiun nahi hain?
Jalal: “ baaz ke paidaishi nahi hote, baaz ke larayi jhagray mein toot jate hain, baaz ke hum khood kaat dete hain lekin jis kit tum baat kar rahe ho yeh, gaye nahi gadha hai.”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 1336 views
Similar Jokes
Teacher :ap ne home work kiun nahain kia?
Pathan:sir hum hostel me rahta hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Lala:Oye bakray ki raan kidhar gai?
Qasai: Bakra langra tha
Lala:Or Dil?
Qasai:Wo bakri legai
Lala:Baba dimagh to hoga?
Qasai:Sorry Lala.
Bakra PATHAN tha ;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Hum Loug Hamaisha KARACHI Ko 1 Acha Shehar Nahi Samajhtay,
Our Iski Burai Main Lagay Rehtay Hain..
Hanlan K KARACHI Dunia Ki Wo Wahid Our Azeem Jagha Ha,
Jaha ABC Rehta Ha… :D
Taaliyaaaaaaan
(‘.’)/
/)( Beth Jayen Beth Jayen.
Doosron Ko Bhi Azeem Insan Dekhnay Dain…
Shukriya ;)
Jalny Walay Pleaze Side Pay Rahain ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 bar santa USA Gya,wahan wo church mai gaya to achank wahn aawaz aai,'Tann' ittefaq se light bhi chali gai santa dar k bola,oye bhago Undertakr aa gya.... :-
by Pak101.com (few years ago!)
Pehlwan ki tang neeli ho gai
Hakeem:zehr phail gya h katni pregi
3 din bad dosri b neeli ho gai
Hakeem:ye b katni pary gi zehar kafi phail gya
Dono kat k plastic ki tangain lga di
8 din bad plastic ki tangain b neli ho gai
Hakeem:
Ab smjh aya,tumhari dhoti ka rang utrta hai, preshani ki koi bat nhi’
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Shadi main Khana khany k 2 usool.
Rule 1:
Pehli baar is tarha khao k dosri baar nahi milega.
Rule 2:
Doosri baar is tarha khao k pehli bar mila he nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek dost nay dosray dost say pocha, "batao, wo konsi jaga hay jehan baap betay ko bhool jaata hay aor
beta baap ko?"
Dosray dost nay kaha,
"shaadi k moqay par".
by Pak101.com (few years ago!)
Techar:Galti hone pe maafi magne wale ko kya kehte hai
GOLU:samajdar
Techar: aur galti na hone pe bhi mafi magne waale ko?
GOLU: boyfriend
by Pak101.com (few years ago!)
Bewi: aap boht moty hoty ja rahy hain
Pathan: tum bhi moti hoti ja rahi ho
Bewi: Mai tu Maa banny wali hun
.
Pathan: Mai bhi tu baap banny wala hun
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Science Teachr-Bacho Jinda Rehne K Liye Kya Zaruri Hai?
Boy-Itna B Nahi Pta Mam?
"Jinda Rehne K Liye Teri Kasam Ek Mulaqat Zaruri Hai Sanam"
by Pak101.com (few years ago!)