Abhi tak tujh se machar nahi maray
Malik: Abhi tak tujh se machar nahi maray? Mairy kaano'n mai gunguna rahay hain
.
Nokar: Sahib! Mai ne machar mar deye hain, yai tu unki bewiyan hai jo bewa ho kar ro rahi hain
by Pak101.com (few years ago!) / 1475 views
Similar Jokes
Biwi nind me jor se chilai-jaldi utho mere pati aa gye.
Sardar utha aur khirki se kud gaya.tang tut gayi.
Fir use khyal aya sala mai hi to uska pati hu.... ||
by Mohammad Ali (few years ago!)
Poltri Farm Malik
Poltri farm malik ne sub murghiyon se kaha AGAR TUM SAB NE 2, 2 ANDAY NA DIYE To TUM sub KO kat DONGA…
agli subah sAb ne 2, 2 andy diye,
magar 1 ne 1 anda diya…
Malik: TUM NE 1 KY0N DIYA?
us ny kaha: JANAB YE B APK DAR Ki WAJA SE DIYA HAY,
warna me to MURGHA hoñ….:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A man to Santa:
Your friend is kissing your wife in your home.
Santa rushes home and came back within
half an hour and slapped the man
and said:
“He’s not my friend.”
by Abdul Hannan (few years ago!)
Larka: ?
Larki: $
Larka: @
Larki: ~
Larka: *
Larki: !
Tujhay kya Ghanta samajh main aayega???
Aby woh dono Goongay hain, Isharon main baaten kar rahy hain.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa galati se Sansad me chala gaya wanha upper kursi pe baithe huye se pucha
Tum kaun ho ho?
usne jawab diya : ME Speaker hun
Santa: jor se bola, to phir me Loud Speaker hun
by Pak101.com (few years ago!)
Chiman:Aap kitna padhe ho?
Friend: B.A.
Chiman: kamal karte ho yaar sirf do word padhe
aur woh bhi ulte.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mouse To Elephant:
2 Din K Liye Apni Kameez Dena.
Elephant:
“Ha….Ha….Ha…..
Pehney
Ga Kya ??â€
Mouse:
Nahe,Beti Ki Shadi Hay,
Tent Lagwana Hay..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Dost Pathan se:
APRIL FOOL manaya?
Pathan: Han
Dost:kis k saath?
Pathan:Bv k 7!
hum ne 3 bar talaq dia
jab wo rone laga to Hum bola
APRIL FOOL,
APRIL FOOL..!
by Pak101.com (few years ago!)
BOY TO GIRL- MUJHSE FRIENDSHIP KAROGI
GIRL- MERE GHARWALE ALLOW NAHI KARTE
BOY- HA HAAN JAISE MUJHE MERE GHAR WALO NE ASHIQI SOCIETY KI MEMBERSHIP DIL WA RAKHI HAI
by Pak101.com (few years ago!)
BV-Mera Manna hai Shadi ek lotery Hai
Pati-Mai aisa nahi manta
BV-Kyu
Pati-Qki lautry me dobara kismat azmane ka
mauka jo milta hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)