Sardar in Titanic
Wen Titanic Was Sinking,
A Man Asked To Sardarji:
How Far Is Da Land
Sardar : 2 Kms
Da Man Jumps Into Da Sea Nd Ask: Vick Wa?
Sardar: Downwards
by Pak101.com (few years ago!) / 1061 views
Similar Jokes
1 Patan Ne Jali Note Banaya Orr Quaid-E-Azam Ki Topi Bhol Gaya
Jab Dukandar Ko Dia Tou Dukandar Ne Kaha:
Iski Tou Topi Nahi Hay.
Pathan Bola:
Ye Quaid-E-Azam Lala Ki Garmion Ki Tasveer Hay
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Nurse ka Mangaitar usay bari hasrat se:
“Jaanu kash mujhe koi haadsa paish aata to main tumhare ward main admit hota, Tum meri khidmat karti aur main jaldi theek ho jata”,
Nurse: Jaan tumhe mere paas koi hadsa nahi balkay moujza hi la sakta hai, kyon k main DELIVERY ward main hoti hoon
by Pak101.com (few years ago!)
2 Bachy Examinatin Hall my bethey they
examiner bht strict tha
cheating nhn karne de rha tha
ek buchey ne chit likh k examiner ko di.
Examiner khamoshi sy ja k apni chair py beth gya.
2sra bucha pehle se: yar tu ne kya likha?
bucha ne kaha
"SIR PeECHeY Se APKI PANT PHATI hui He
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari: Mein bahut lachaar hu khane ko kuch de
dijiye.
Lady: hatte khatte to dikh rahe ho hath per bhi
salamat hain phir kis baat se lachaar ho?
Bhikari: Ji apni aadat se.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 Pathano Ki Laraai Hui..
1st Pathan:
Agar Tu Ny Apny Baap Ka
Doodh Piya hai To Mujhy
Maar Ker Dikha..
2nd Pathan: Oye Khochaa,
Baap ka Doodh Nahi Hota Hai..
1st Pathan: Hota Hai..
Hum Ny Kal Dukan Per Ja Ker
Milk Pak Ka Dabba Uthaya To
Dukandaar Ny Kaha,
"Wapas Rakh, Tere Baap Ka Doodh Hai.??" ;-p :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Aaj Apni Girl-Friend Ki Shaadi Mein Ja Kar Ye Ehsaas Hua,
Ki Rajma Chawal Achhe Ho To Mohabbat Bhi Feeki Lagti Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
A Superb add in Newspaper ”for Sale ”
Complete Set of Encyclopedia in Good Condition
Reason for Selling : No Longer needed.
Got Married Wife, knows Everything
by Tanveer Hussain (few years ago!)
AADMI APNE BETE SE-BETA KABHI SHARAB MAT PEENA,, WARNA YE JO 2 AADMI JA RAHE HAI NA WO 4 DIKHENGE....
BETA-MGR PAPA,WO TO 1 AADMI HI HAI....
by Pak101.com (few years ago!)
Beizzati”
Aur
“Bivi”
Ek Jaisi Hoti Hai…
Achchhi Tab Hi Lagti Hai..
Jab Doosre Ki Ho…!!
by Pak101.com (few years ago!)
Baap:beta koi bat nhi tmhari qismat me fail hona likha tha ho gye Beta:ye to acha hua dad maine pura saal nai padha warna sari mehnat bekar ho jati.
by Pak101.com (few years ago!)