A Superb add in Newspaper
A Superb add in Newspaper ”for Sale ”
Complete Set of Encyclopedia in Good Condition
Reason for Selling : No Longer needed.
Got Married Wife, knows Everything
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 760 views
Similar Jokes
Aik kanjus shaks ki murghi chori hoi is ne faisla kia kay das din tak roti nahi khaye ga takeh mughi ka noksan poora ho jaye do din khana khanay se wo bohat dubla ho giya. Aik din wo shahar jaraha tha rastey mein is sa ziada dubla aadmi mila kanjus is se kahne laga bhayi meri to murghi chori hogayi hai magar yun lagta hai jaisay tumhari bakri khogayi hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Man: Radio or Akhbar me kya farq hai?
Pathan (bohat sochny k bad): Daikh mera bhai, baat hai samjhny wali, ab radio me Aap rotiyan tou nai la skty na.;-)
by Zia Rasool (few years ago!)
Ek Pathan Bank Lootne Gaya wahan gun dikha kar sara Paisa loot liya.
Per us k hath kuch nahi aaya.
Kyon?
Q k sare paise usne manager ko diye aur kaha: "Sare paise mere account main jama kar do.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Principal: class ko der kyu pahunche?
Student: sir, gaadi puncture ho gaya tha
Principal: to tumhe bus mein aana tha
Student: socha tha sir, lekin aapki beti sunti hi nahi ha
by Pak101.com (few years ago!)
Sabzi waala sabzi pe paani chidak raha tha,
kaafi der ho gayi,
Customer gusse mein aa ker bola:
Bhai saheb: agar bhindi ko hosh aa gaya ho
to Aik kilo de do ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Hum ko you pagal banana chor do,
bewaja satana chor do,
tumhari to khushbu bi ajeeb c lagti hai,
plz bartan wale sabun se nahana chor do,
by Sabir shah (few years ago!)
Hume paper nahi aata tha hum udas
ho gaye Sari sheet par apki photo
bana dali Fir b hum pass ho gaye Q?
Qki paper drawing ka tha Or cartoon
Banana Tha.
by khalid hussain (few years ago!)
Gove
ment is like a baby.
An alimentary canal with
a big appetite at one end
and no sense of responsibility at the other.
by Abdul Sami (few years ago!)
Super Bezti =D
Larki:
Mera bag 2500, sandal 2200 aur suit 3000 ka hai.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Larka:
bs karo, pehlay apnay sir par dupatta sahi kr lo
5 rupay wali HAIR band nazar aarahi hai..:p
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A pathan said to his friend:
“mujhy smajh nahi aati k log
maheena maheena kaisy nhi nahatay?
Mujhy to 28vein din kharish hona shuru ho jati hai
by Abdul Hannan (few years ago!)