Paper Leage Ho Gaya Hai
Ek Sardar Exam Dene Gaya To
Apne Saath PLUMBER Ko Le Kar Gaya Kyun?
Aray Yaar Simple Hai
Us Ko Yeh News Mili Thi
K Paper Leage Ho Gaya Hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1087 views
Similar Jokes
I went to camp this summer and saw a lot of wild animals.
In fact, several of them were my cabin mates.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik sabzi farosh kay han bachah paida hua. Parosi waghira dekhnay kay liye aaye huye the.
Aik khatoon nay pucha: bhayi saheb bacha kaisa hai?
Sabzi farosh nay kaha: bilkul taza hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Dekh Ke Roop Tera Suhana
Yaad Agaya Dadi Amma
Ka Khil Khilana
Itni Ho Gayi Ho Tum Purani
Ab To Bas Kardo...
Ladko Ko Patana...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar: Yaar me ne suna he k BURHAPA bohat buri bimari he
Pathan: Haan yaar kal is bimari se 6 bache marr gaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar To Doctor: Aapne Nurse bhut Achi Rakhi
Hai, Uska Haath Lagte Hi Me Thek Hogaya,
Doctor:Jaanta Hoon Thapper Ki Awaaz Yahaan Tak
Aaye Thi….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kashmir ki Wadiyon me
Barfili hawaon main
jhil k kinare bethe
RANJHA ko
HEER ne kia kaha??
?
"ULLU K PATHE"
HERO mat bn
Sweater Pehen Le Sale Mar Thand Lag jau gi.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Truck dosry Truck ko rassi se baandh kar le jar aha tha
.
Yai daikh kar sardar hans kar lot pot hogia owr kahny laga:
1 rassi ko le jany ke lie 2, 2 truck
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Marte Waqt-Tumhare Ghr 10 lakh ka
daka maine dalwaya tha
0r 50 lakh ki chori b mene hi krai thi
Banta-Tumhe Zehar bi Maine diya he
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor ne pathan ko samjhaya k agar wo roz 3 km chalay to 1 saal mein 50 kg wazan kam ho jayega.
1 saal baad pathan ne doctor ko call ki: wazan to kam ho gayi magar 1 problm ho gayee.
Dr: wat problm.
Pathan: khocha ham apna ghar se 1100km door pohanch gya h
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Bibi ney ik Kuta pala
Moti Moti Ankho wala Lambi Lambi Muncho wal, Mehloon Mein wo rehta tha, English wine Pita tha , Khata tha wo Sonf Spari
Name tha us Ka Asif Zardari.
by Mazhar Khan (few years ago!)