Aik sabzi farosh kay han bachah paida hua.
Aik sabzi farosh kay han bachah paida hua. Parosi waghira dekhnay kay liye aaye huye the.
Aik khatoon nay pucha: bhayi saheb bacha kaisa hai?
Sabzi farosh nay kaha: bilkul taza hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 936 views
Similar Jokes
Dost:docter ye kiun pochte hain subah kia khaya raat ko kia khaya.
2nd dost:yaar is se mareez ki mali halat ka pata lag jata hai.
by Sabir shah (few years ago!)
1st Man: shaadi ke baad main lakhpati ban gaya.
2nd Man: use kyu itnaa udhaas bol rahe ho?
1st Man: usse pehle mein crorepati tha
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chhote bachche ne apni pregnant mummy se pucha: Ismein kya hai?
Mummy: Ismein pyara sa Baby hai.
Baccha : Itna hi pyara tha to khaya kyun usko?
by Pak101.com (few years ago!)
Customer-Ye bakra kitne ka hai
kasai:-Rs.500. Customer:- Itna sasta.
kasai:-China ka hai koi gurantee nahi hai, ho sakta hai kal bhokne lage
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : you are late today,
school 7 baje lag jata hai or tum ab aa rahe ho???
Student : sir aap meri fikar na kiya kare
aap school shuru karwa diya kare.
by Pak101.com (few years ago!)
Munna bhai:apun ko kaisy pata chalay ga k ye bakra hai ya bakri?”
circuit:”simple bhai ,pathar mar kar dekho, ager bhaga to bakra aur ager bhagi to bakri.
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: Dekho Beta Aaj Tumari
Teacher Ki Taraf Se Muze Ek Letter Mila H.
Beta: Aap Befikar Raho,
Mai Mom Ko Nhi Batauga.
Father: 12th Krne k Baad Tum Kya Karoge.?Boy: BCA
Father: Very Good Per Ye BCA Hota kya he.?
Boy: Baap ke Cash pe Aish!
by Pak101.com (few years ago!)
BoyFrnd on msg: Sweet heart Kya kar Rahi ho…….??
.
.
GirlFrnd: meri Tabiyat Kharab hai Jaanu Sone Ja Rai Hu & You……??
.
.
Boyfrnd: Mai Cinema Hall me Tere Piche baitha popcorn kha rha hu Kamini.. =DD
boy RocKZ..-.. Girl Shock
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Tumhari Car ka Tyre Kaise Puncture hua?
Banta: Ik Daaru ki bottle iske Neeche Aagayi thi.
Santa: Tumhain Bottle Nazar nahi Aayi?
Banta: Bottle Us bande ki Jaib Mai Thi jo meri car ke Neeche aaya tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Baap ne poocha : Beta Tumhe kaisi biwi chahiye? Beta : Chand Jaisi.
Baap : Itni Khubsurat? Beta : Nahi papa, aisi jo raat ko aaye aur subah hote hi chali jaye.
by Pak101.com (few years ago!)