Two Akshar Pada
Munna bhai -Mamu, tu kitna pada hai? Mamu -B.a.
Munna bhai -Sala, two akshar pada aur woh bhi ulta?
by Pak101.com (few years ago!) / 1141 views
Similar Jokes
Exam Me Ek Larki Larky Se:
"Excuse Me Bhai Jaan."
Larka Ghusse Se:
Paper Ny Pehly Hi Pagal Kiya Hua Hai,
Ek Tum Confuse Kerny Aa Gain,
Ya Bhai Kaho
Ya Jaan Kaho.. ;-) :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Eik sheikh road se Guzar raha tha achanak usne jhuk kar road se kuch uthaya
aur zor se chillaya,
“KAMINE LoG Potti bi aise karte hain jese koi Samosa Para ho
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Husband: dear tumhari gardan par ajeeb
si cheez hay jise dekh kar khauf aata hay.
Wife:Wo kiya?
Husband:
Tumhara ‘moun’…
by Pak101.com (few years ago!)
2 pathan Bhai Exam hall me..
Teacher:Tum D0no Ne Apne Father
Ka Naam Different Q Likha?
Pathan:Tm phir bolta k hm ne Naqal
ki hy hamary pas dimagh hy madam...
by Abdul Basit (few years ago!)
Height of dreaming:
Last Night Bill Gates
came in my dream and said
.
.
.
Yaar Farhan…
teray pas windows xp ki CD hai?
kal wapas kar dun ga…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Malkin: kya hua tum 3 din kam pe nai aai?
Kamwali: mene to facebook pe update kia tha ki mai gaao ja rhi hu...!
Apke husband ne comment bhi mara tha "Miss u"
by Pak101.com (few years ago!)
Raju Ek Din Shyam Se Puchta Hai.
Raju: "Ek Over Mein Kitni Ball Fenki Jati Hai?"
Shyam: "6 Ball"
Raju: "Galat, Ek Over Mein Ek Hi Ball 6 Baar Fenki Jati Hai"
Kamyaab Nahi, Kabil Bano
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Jee As A Director :
U Should Jump 2 D Swimming Pool 4m 100 Ft Height
Hero:I Don’t Knw Swiming
Sardar Jee :Oye Don’t Worry Yaar Pool Is Empty …
by Pak101.com (few years ago!)
Boss-Ek Accha Mirror Leke Avao Jisme Muje Mera Chehra Dikaye De
RAAZ-Mai Sab Dukan Gya Pr Sabme
Mere Hi Chehra Dikha
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Raat ko 1 admi ne Chaku dekha kar loot lia
.
Dost: Lekin tumhare pas tu hamaisha PISTOL hoti hai na
.
Pathan: Wo mai ne chupa di warna wo bhi le jata
by Mazhar Khan (few years ago!)