Sasur ne Daamaad se kaha
Sasur ne Daamaad se kaha : 6 saale me 8 baache.Ye kya hai?
Daamaad : Maine aapse kaha tha Gareeb jarur hu par aapki beti ko kabhi khali pet nahi rakhunga!
by Pak101.com (few years ago!) / 933 views
Similar Jokes
Ek Pathan Naya Naya Tableegh Me Gaya.
Jab Wapis Aaya To Apni B.V ko Marne Laga.
kisi Ne Waja pochi To Pathan Kehne Laga
oye Daarhi Nahi Rakhti
Admi ne kaha
Pagal ye To Aurat he. Is ki Daarhi Nhi Aati.
Pathan Wo To Mujhe B Pata he. Lekin Ye Daarhi Rakhne ka irada to kar le,
Irade par b 1 Neki hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar Had A Baby
Sardar:
Bilkul Meri Jesi Ankhyn Hyn “Choti Choti”
Meri Jesi Nak Hy “Choti Si”
Wife Baby Ka Pamper Khol K Boli
“AITHAY KAKA NUMBER LE GYA!”
by Pak101.com (few years ago!)
Gabar: ye haat mujhe dede thakur.
Thakur: tere pas do haat to hai hi, do aur leke kya shera vali mata banega...
by Pak101.com (few years ago!)
changu- yaar mangu bahut der se neend nahi aa
rahi hai.
mangu- koi baat nahi tu uska wait mat kar aur so
ja.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: Kya kar rahe ho? Man: Makkhiya maar rha hu. Wife: Kitni mari? Man: 3 male aur 2 female. Wife: Kaise malum? Man: Kyonki 3 daru ki botal se chipki thi or 2 phone se...
by Pak101.com (few years ago!)
Bharat Ka Sabse Bada Confusion Ka Din Kaun Sa Hoga ?
Socho…………
Socho……….
Nahi Maloom…………..!!!!
Jis Din Raksa Bandhan Aur Friendship Day Ek Saath Padega !!!!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Kaise Mumkin Tha Kisi aur Dawa Se
Ilaaj…?
.
Ae Galib!
.
Ishq Ka Rog Tha
.
.
.
.
.
MAA ki Chappal se hi Aaram Aaya.
<(',')
((> ouch
<<
Mummy Mat Maro…:p
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Memon Doctor K Pass Gaya Or Bola
K Ghar Ja Kar Mareez Check Karnay K Kitnay Paisay Lo Gay?
Doctor:
Rs.300
Memon:
Chalain Doctor!
Doctor Ghar Pohanchay To Doctor Ne Pocha
K Mareez Kahan Hai?
Memon:
Mareez Koi Nahi Hai,
Sala Taxi Wala
500 Maang Raha Tha!
Or Aap 300 Main Lay Aaye…!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar tujhe bus mein thapad kyun pada?
Banta: Pata nahin yaar, meri photo neeche gir gayee thi, maine kaha behen ji zara saadi upar KaRNa photo leni hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik aadmi jangal jangal se guzar raha tha
Lion: "aaj mein tumhara khoon pi jaaonga".
Aadmi: "mera khoon thanda hai, mere piche aik nojawaan aaraha hai us ka khoon garam hai uss ka khoon pina."
Lion: "nahi, aaj mera dil cold drink pine ko ji chah raha hai."
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)