Ek bigarti hai to bandh ho jati hai
Ek aadmi doosrey aadmi sey bola:
“Bivi aur ghadi mey kya faraq hey?”Doosra Aadmi bola:
“Ek bigarti hai to bandh ho jati hai……Doosari bigarti hai to “SHUROO” ho jati hai”
by Pak101.com (few years ago!) / 1044 views
Similar Jokes
PATHAN naqli note lekar shop pr surf lene gaya,
SHOP KEEPER: is mein quaid-e-Azam ki topi nahi hai
PATHAN:topi meili pari hai usi k liye to surf lene aya hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Theacher- "LAdki sab ladko se hans ke baate karti hai. Batao is sentence me ladki kya hai?"
Student-"Sir, ladki bahut chaalu hai"
by Pak101.com (few years ago!)
ik Sardar apnay kandhay per aik totay (parrot) ko bitha ker jaa raha tha..
Kisi nay pocha:”Yeh kon sa janwar hai? ”tota(parrot) bola: “Sardar”
by Pak101.com (few years ago!)
Dr Sahab Plastic Surgery karvane me kitna kharcha ayega
Dr:5 lakh
Sardar: Agar 'Plastic' hum de to?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor: Did you take the patient's temperature?
Nurse: No. Is it missing?
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Chunti or haathi ki love marraige hui,
Aglay din haathi ki death ho gai,
Chunti boli: Wah ri mohabbat, aik din ka pyar or ab saari umar qabar khodney mein guzray gi
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Kuch is tara dosti nibayenge,
Nokri na mili to bilkul nahi ghabraenge,
Dono station pr chaye ki dukan lagayenge,
Tum chaye banana
Hum chaye chaye chilayenge..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Do Ladies Aapas Mein Baat Kar Rahi Hoti Hai.
1st Lady: “Bartan Dhone Ke Liye Kya Istemaal Karti Ho?”
2nd Lady: “Bahut Si Chize Istemal Kar Chuki, Lekin Pati Se Achhi Koi Cheez Nahi“
by Pak101.com (few years ago!)
Ladke Pagal Ho Jaatey Hain Pyar
Me, Baki Kasar Puri Ho Jaati Hai
Intezaar Me.......
..
..
..
.. ..
..
..
Magar Ye Dard Ladkiya Nahi Samjhti,
Wo Toh Panipuri Khati Firti Hain Bazaar Me.
Or LADKE Pade Rehte Hain BAR
Me............. .!!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek baar gaandhi ji k sir par 3 baal aaye vo baal katane naai k paas gye.
Naai ne gusse se kaha!! Cut karoon ya count karoon????????????????????????
by Pak101.com (few years ago!)