Ali ke 4 baache hue,
Ali ke 4 baache hue, naam rakhe Yusuf Ali, Altaf Ali, Irfan Ali, Asif Ali,
Fir 5va or 6va bacha hua to Ali ke begum ne naam rakhe – Bas-Kar Ali, Raham-Ali
by Pak101.com (few years ago!) / 904 views
Similar Jokes
Operation Se Pehly
Doctor Ne Phoolon K Har Mangwaya,
MAREEZ:Ye Kis Liye?
Doctor:Mera 1st Opertion Hai
Agar Kamyab Hua To Mere Liye
Warna Tumhare Liye;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Bhai sahab 1 kala bulb dena.
Storekeeper: Aap kaley bulb ka kia karainge?
Pathan: Dopaher me soney k liye andhera karna hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shohar:ye hipnotize karna kia hota hai?
Bv:kisi ko apne qaboo me kar k marzi ka kam karana.
Shohar:chal jhooti use to shadi kehte hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar ko Gali mai 100 rupey ka note mela
Note ke oper lekha tha "EID MUBARAK"
.
Sardar ne idhar udhar dekha,
owr Note Jaib mai rakthy howe bola
"KHAIR MUBARAK"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kuch to taras kia hota
:~
aae zalim pathan
kia mila tujhe humari phool jaisi bachian rula kar from bangladesh
by Sabir shah (few years ago!)
Kaliya & Peeliya ek car me bomb laga rahe the .
Peeliya - agar bomb lagate samay phat gaya to
kya hoga .
Kaliya - do'nt worry ! Mere paas ek aur bomb hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Le wapda: yeh bass last month hai loadshedding ka
Le awam: wow great! yani us k baad bijli ni jaye gee?
Le wapda: ni, phirr bijli khatam ho jaye ge
le awam
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek sardar ne bank se loan le kar car li lekin loan wapis na kar saka.
Bank wale car le gaye.
Sardar bola: Mujhe pehle pata hota to shadi bhi bank se loan le kar hi karta.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Was In Shopping Store
Salesman :
Sir Would U Like To Use A Pocket Calculator?
Santa :No Thanks
I Know How Many Pockets I Have
by Pak101.com (few years ago!)
Judge:u r crossing the limits.
Lawyer:kon saala aisa kehta hai.
Judge:how dare you call me saala?
Lawyer:my lord,i said kon sa law kehta hai.
by Sabir shah (few years ago!)