Teacher to Santa
Teacher to Santa: is line ki English banao, "usne apna kaam kiya or karta hi gya"
Santa: He done his work and Done Dana Dan Done Dana Dan...
by Pak101.com (few years ago!) / 901 views
Similar Jokes
Santa ko uska sasur jute maar raha tha
Aadmi : Kyu maar rahe ho?
Sasur : Meinie ise Hospital se SMS kiya.
Tum baap ban gaye ho. Isne apne sare friends ko forward kar diya!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek mandir mein buri niyat wale gayab ho jate
the ,Shahrukh gaya Shahrukh gayab,
Saif gaya, Saif gayab, Aamir gaya, Aamir gayab,
Mallika Sherawat gayi, Bhagwan
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pagal: Motorway Pe Cigerate Pite Huye Bhag Raha Tha
Police wale Ne Pucha:
Kia Kr Rhe Ho?
Pagal: Hum Dekh Raha Hy k 1 Cigerate Kitne Kilometer Chalta Hay.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek rangile ne apne girlfriend ke kuch jyada hi
kareeb aane ki koshish ki.
GF : yaar, shaadi se pehle ye sab nahi.
Rangila : Don't worry, mein pehle se hi shaadi-
shuda hu!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan ne Apni Girl Friend ko Kiss kiya or bura sa mun bna k ek side thok diya.
OR kaha
Tum ne amara Naswar ka Maza he kharab kr dia...
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa Ka Darwaza Zor Se Baja.
Wo Ghusse Se Darwaze Pr Gaya Aur Bola:
"Kon Gadhe Ka Bacha Hai?
Bahar Se Aawaz Aai:..
Papa Mai Hu. :-)
by Mohammad Ali (few years ago!)
2 Arbi, Aik Doosre Ko Arbi Main Galiyan De Rahe Thy
Qareeb se guzartay huye
Phathan ne unse kaha
Qaari saib!
Amaara liye bi
Dua krna...! ;-)
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 sardar ne malton ki reri lagai.
6 din tak maltay nhi bikay or sukh kar chotay ho gaye.
satwen din sardar malton ko pani lagatay huay bola
Oye! nai vikna tay na viko par hosh te karo
by Pak101.com (few years ago!)
Husband biwi se Phone par:
“Kiya pakaya hai aj khanay mein?”
Biwi (ghussay se):
“Zeher”
Husband:
kha kar so jana, mein dair se aonga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
MAMU: Oye, maar gayay yaar. Meri biwi aur premika saath saath aa rehla hai.
MAMU KA DOST: Arrey, mein bhi yehi bolnewala tha.
by Pak101.com (few years ago!)