1 Gud News 1 Bad New
Santa to Banta-1 Gud News 1 Bad News- Gud News
Meri biwi ka ACCEDENT ho gaya
Banta-aur Bad News
Santa-wo ek SAPNA tha
by Pak101.com (few years ago!) / 1006 views
Similar Jokes
Aik sahib ne apne naye mulazam se kaha& ja kar bazaar se aalu or gost le aao.
nokar ne kaha……janab main is sher main niya hun kahin kho jaon, chunacha woh sahib khud hi bazaar se saman le aye. ghar aa kar unho ne nokar se kaha ke lo ab pakao. is ne jawab diyaise sui gas par pakana nahi aata. in sahib ne khud khana tyar kar liya. phir mulazim ko awaz di aao khana kha lo. who bola”bar bar inkar karna acha nahi lagta. muje sharam aa rehi hay is liye kha leta hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Laloo's Son: Papa, aapki shaadi me kitna kharcha aaya tha?
Funny Laloo: Meine kabhi hisab nahi lagaya, par mein aaj tak uss ke liye pay kar raha hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pathan interview K lye gaya.
interviewer : “Where is abu dabi?”
pathan: “jis qabrastan me meri Ami Dabi,
wahi per Abu dabi…!!!
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek Baar Ek Topi Waala Ek Ped Ke Neeche Topi Bech Raha Tha,
Tabhi Ek Bandar Uski Topi Japat Kar Ped Par Chad Jaata Hai,
To Topiwale Ko Apne Dada Ji Ki Sunai Hui Ek Kahani Yaad Aati Hai,
Ki Bandar Hamesha Aadmi Ki Nakal Karta Hai, Jaisa Karo Vesa Hi Vo Bhi Karta Hai.
To Usne Apni Tokri Mein Se Akhiri Bachi Topi Li Aur Bandar Ki Taraf Dekh Ke Usko Hawa Mein Ucchala.
Tabhi Dusre Ek Bandar Ne Hawa Mein Hi Vo Topi Catch Ki Aur Lekar Ped Parr Chad Gaya Aur Bola:
“Sale, Tune Kya Soocha Hamare Dada Ne Hamein Ye Kahaani Nahi Sunai Hogi“
by Pak101.com (few years ago!)
Saas : Bahu aaj se mujhe apni Maa aur saurji ko BAAP samjho
Todhi der baad door bell bajati hai uss ka sohar aata hai
Saas: Bahu se kon hai?
Bahu: Maa BHAI SAHIB aaye hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A lucknowi nawab meets sardar.
Nawab: Janab kya main apko ek takleef de sakta hoon?
Sardar: O kutty hath to laga,
daikh tujhy zalel kese karta hon
by hearthackervsgirls (few years ago!)
aik murghi ne 5 anday(eggs) diye or dua mangi kay bachay naik niklen
kuch dino baad bachay niklay
.
pehla namaz parhta hoa..
doosra tasbeeh parhta hoa.
teesra wuzoo krta hoa.
chotha naat parhta hoa.
panchva nai nikla to murghi pareshan ho gai...aur dua karnay lagi to anday se awaz ai ami main aitkaf main betha hua hoon.
by Kamran Hassan Qureshi (few years ago!)
Man outside phone booth : Excuse me !! You are holding the phone since 20 mins havent spoken a word
Man inside - Sir I m talking to my wife :-(
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Driver: Sahab poora petrol khatam ho gaya hai…..
ab gaadi aage nahi jaayegi…
Sahab: Teek hai ek kaam kar, gaadi reverse le aur
ghar vaapas chal….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bacha:- Bhagwan kare teacher ki
zuban cut jaye. Roz roz dant ti hai.
Next day zuban cut gai..
Bacha :- Bhagwan kare master ka
hath toot jaye. Tang krta hai...
bahut marta hai.
Next day hath toot jata hai...
Bacha :- Bhagwan mere BAAP ko
utha le.
Bahut marte hai.Next day baap ghar aate hain,
Bacha :- Papa Aapko kuch nahi
hua ??
Baap :- Nahi kyo
Bacha :- Maa kahan hain...??
Baap :- pados me SHARMA uncle ki death ho gai hai, wahan Gayi
hain...
by Pak101.com (few years ago!)