Santa ka ladka Im a Complan boy
Santa ka ladka Im a Complan boy!
Sanka Ki ladki Im a Complain Girl!
Santa: Ye kya Chakar hai Paida maine kara name kisi or ka ?
by Pak101.com (few years ago!) / 935 views
Similar Jokes
Sardar ko road pr para aik 500 ka note mila jis pe likha tha eid mubarak
Sardar ne idhar udhar dekh kar note jaib me rakhte howe kaha khair mubarak
by Umer hayat (few years ago!)
Ladka :Tum Mere Sapno Mein, Khwabo Mein, jazbatoo'n Mein Rehti Ho...
.
.
.
.
.
.
Ladki: Bhai Tumko Kisi Ne Bewakoof Banaya Hai, Main to
Islamabad Mein Rehti Hoon..
by Pak101.com (few years ago!)
Hindi Man to Sardar: Your wife demanded a car but why did you give her a diamond ring?
Desi Sardar: From where could I get her a fake car?
by Pak101.com (few years ago!)
krish: Doctor ne mujhe kaha tha ki woh do hapte mein mujhe pairo par khada kar dega!
Jack: Accha kya who aisa kar paya?
Krish: Ha uska bill chukane ke liye mujhe apni car jo bechni padi.
by khalid hussain (few years ago!)
After car accident
American: Its fine man...
British: Im So Sorry
chines: are u oky?
Pakstani:O BhaRve, Andha hai Kya, Kutte ki tarha chala rha tha,Tere Baap ka Road hai ...
by Pak101.com (few years ago!)
PUPIL: Teacher, it's the last day of school. This is
the day I've been dreaming about for a long time.
TEACHER: I know You did a lot of that dreaming in
class.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mohabbat
ISHQ
Pyar
ye 3 Cheeze Har Tufaan ka Muqabla KR sakti hai
Magar Ek Cheez in Sab Ko Khatam Kar sakti hai
Aur Vo hai
Mummy Ki Chappal.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Banta: Did Ramesh furnish his whole house with
second-hand stuff?
Santa: Yes, he even married a widow.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher bata sakte ho k sardar pe kitne jokes hain?
Sardar kafi dair sochne k bad bola:mushkil se 2 ya 3 baqi suchi kahanian hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Ek Sheikh ne arbi ko khoon de ke jaan bachai.
Arbi ne use MERCEDIZE gift di.
Arbi ko phir khoon ki zarurat pari.
sheikh ne phir khoon dia.
Ab ki bar Arbi ne ’2 juice k packs’ gift kiye.
Sheikh Gussey say bola: ‘Mercedez kioun nahi di?’ Arbi: ‘Munna ab hamarey ander b sheikhon ka Khoon Dor raha hai’
by hearthackervsgirls (few years ago!)