Santa & Banta watching match Dhoni
Santa & Banta watching match
Dhoni ne 6 mari
Santa- dekho dekho Goal hua.
Banta- abe tu pagal hi rahega Goal isme nhi CRICKET me hota hai
by Pak101.com (few years ago!) / 970 views
Similar Jokes
Profesor ne 1 ladke ke liye 1 taraf cake or 1 taraf ladki rakhi.
Aur kaha ki in dono main se koi ek cheez le lo.
Ladka foran cake ki tarf Lapka
Doosri bar cake badal ke roti rakhito Ladka Roti ko Lapka..
Yun bar bar food item badalne per ladka her bar khane ki taraf bhaga.
Prof: Bas sabit hua ke bhookh hi sabse badi cheez hai.
Piche se 1 student bola:
"Sir ye is ki behan hai, 1 bar ladki bhi badal ke dekh lete?
by Pak101.com (few years ago!)
TEACHER : PAPPU, go to the
map and find North America.
PAPPU : Here it is!
TEACHER : Correct. Now,
class, who discovered America?
CLASS : PAPPU!
by Shahzeb Malik (few years ago!)
WIFE-KITCHEN SE. AJI SUNTE HO DEKHO ME AJ KAL BOHAL KHOBSURAT HO RAHI HUN...
HUSBEND-TUMNE KAISE JANA?
WIFE-AJ KAL MERI KHOBSURTI DEKH KER ROTI BHI JALNE LAGI HAI.
by Pak101.com (few years ago!)
Husband wife dinner ke liye gaye, hotel mai 1 larki ne husband ko hello kaha.
Wife(ghusse se): Kon thi yeh?
Husband: Tum please mera dimagh kharab na karo, abhi us ko bhi batana hai
ke tum kon ho .
by Mazhar Khan (few years ago!)
Apko kaisa lagega agar neend me apka haath bistar se bahar nikle aur bed k neeche se koi use pakad le. Ya aap karwat badle aur dekhe ki koi or bhi aap k pass so rha h. Ya aap ki chaddar apne aap sarakne lage. Ya aap beech raat me aankhein khole aur dekhe ki [
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Apne Dost Banta Ko Apne Business Ke Bare Mein Bata Raha Tha
Santa: “Jab Mene Dhanda Shuru Kiya Tha Tab Mere Paas Punji Thi Aur Mere Partner Ke Paas Anubhav”
Banta: “Acha, Tab To Punji Aur Anubhav Ke Mail Se Tumhara Dhanda Khoob Chamaka Hoga?”
Santa: “Nahi, Par Akhir Mein Uske Paas Punji Aur Mere Paas Anubhav Ho Gaya
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari Pathan sy!
mujhy khaany ko kuch mill sakta hy.
Pathan:kal ki Roti kha lo gy?
bhikari: G han bilkul.
Pathan: acha to phir kal Time se Aa jana…
by Pak101.com (few years ago!)
Patient to doctor: aap ki nurse boohat achi hai uss ka hath lagtey hi mein theek hoogaya
Doctor: says janta hoon thapper ki awaaz yahan taka ayi ha.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
What will a mother tell her son who is sleeping on a footpath and refuses to get up?
Get up else Salman will come.
by Pak101.com (few years ago!)
Ramesh: Meri Biwi Kahti H Ki Usne Mere Jaisa Koi Dusra Aadmi Nhi
Dekha?
Raman: Kya Wo Kabhi Chidiyaghar Nahi Gayi Kya?
by Pak101.com (few years ago!)