Husband wife dinner ke liye
Husband wife dinner ke liye gaye, hotel mai 1 larki ne husband ko hello kaha.
Wife(ghusse se): Kon thi yeh?
Husband: Tum please mera dimagh kharab na karo, abhi us ko bhi batana hai
ke tum kon ho .
by Mazhar Khan (few years ago!) / 850 views
Similar Jokes
5 panjabio ne mil k 1 taxi li, 15din ho gaye lekin koi sawari nahi milli
Q?
Q?
Q?
Q?
Q k 3 panjabi peache or 2 panjabi aage beth k savari dhoond rahe te.
by zahid ullah (few years ago!)
Santa: Jheb mein ek patther laker ghum raha tha..
banta: Tumne apni jheb mein patther kyun rakha hua hai?
Santa: kyunki jiski jheb bhari hoti hai usi ki chalti hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Why is Salman Khan disturbed these days?
Usi girlfriend jawaan ho gayi hai,aur bhabhi
badnaam ho gayi hai…!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Duniya main sub se BARA OR khaternaAK jadoO KAHAN hota hy?
.
.
BeauTY parlour Mein,
Jaandi koi hoR AY,
Andi koi hor ay.
by Mazhar Khan (few years ago!)
A molvi went to Zardari home and said: Qaum ko tang mat karo warna Allah ka azaab aye ga.
Zardari: Tang to Musharraf kar raha tha, Main to azaab hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Ek Ladka Ek Haweli Ke Aage Se Gujar Raha Thha,
To Usse Uss Haweli Ke Bahar Ek
Pathan Mila, Ussne Usse Kaha.
Ladka: “Mene Suna Hai Iss Haveli Mein Jin Bhoot Aur Aatmya Rehti Hai”
Pathan: “Rahti Hongi, Mujhe To Khud Mare Hue 8 Saal Ho Gaye Hai”
Moral: Pathano Ko Marne Ke Baad Bhi Akal Nahi Aati.
by Pak101.com (few years ago!)
Preeto Pregnant Thhi Aur Usko Test Se Pata Chala Ki Ladka Hone Wala Hai,
Par Uske Agle Din Hi Wo Apne Pati Santa Ki Pitaayi Kar Rahi Thi.
Ye Dekhkar Padosiyo Ne Pucha: “Aap Ise Kyu Maar Rahi Hai?”
Preeto: “Maine Isse Hospital Se SMS Kiya Tha Ke Tum Mere
Bacche Ke Baap Banne Wale Ho, Isne Apne Sabhi Doston Ko SMS Forward Kar Diya“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar was painting his room
.
Us ne Chat ko paint karkay
Diwaron par likha
"SAME AS ABOVE"
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Hitler says,
"There is no word like IMPOSSIBLE in my dictionary"
Sardar says: Ab bolne se kya faayda? "Jub kharidi thi tab hi check karna tha na"
by Mohammad Ali (few years ago!)
Pathan rishtay k liyea tasveer khichwa raha tha Background main gadha bhi aa gaya
Pathan nay tasveer kay saath yeh likh kar bheja k: "Oye Hum aagay waala hay"
by hearthackervsgirls (few years ago!)