Sardar and Doctor Joke
Sardar 2 doctr: Mujhe 1 problem hai
DR: Kya?
Sardar: Baat karte waqt aadmi dikhai nahi deta
Dr: aisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1321 views
Similar Jokes
Doctor ne pathan ko samjhaya k agar wo roz 3 km chalay to 1 saal mein 50 kg wazan kam ho jayega.
1 saal baad pathan ne doctor ko call ki: wazan to kam ho gayi magar 1 problm ho gayee.
Dr: wat problm.
Pathan: khocha ham apna ghar se 1100km door pohanch gya ho
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Do Ladkiyan Bus Mein Ek Seat Ke Liye Lad Rahi Thhi.
Pappu Bahut Der Se Ye Dekh Raha Tha, Raha Nahi Gaya To Bola
Pappu: “Kyun Lad Rahi Ho? Iska Hal Main Batata Hoon”
Dono Ladkiyan Boli: “Batao?”
Ladka: “Tum Mein Se Jo Umar Mein Badi Hai, Wo Baith Jaye”
Phir
Phir Kya?
“Dono Ladkiyan Poore Raste Khadi Rahi“
by Pak101.com (few years ago!)
Kaani Wife:- Suno ji meri aankhen Katrina se milti hai na? ?
Pati:-Kambakht,teri aankhen aapas me nahi milti, Katrina se kya khak milegi
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu Ki Girl-Friend Ne Usko Dikhane Ke Liye Date Pe Short
Kapde Pahne Aur Puchha.
Ladki: “Main Young Lag Rahi Hun Na?”
Pappu Muskurate Hue: “Arey Pagli Ye Bhi Utar De, Bilkul New Born Baby Lagegi“
by Pak101.com (few years ago!)
pathan: Station jane k kitne paise logay?
Ricksha wala: 50
Pathan: 20 lelo
Ricksha wala: 20 may kon le ker jayega
Pathan: Tm peche betho hum le k jayega
by hearthackervsgirls (few years ago!)
The girl asked the baby fly,’main tumhari maa nahin hoon phir tu mujhe kyon
Maa bulati hai?’
The fly replied,’kyon kai maine tumhari coke se janam liya hai.’
by Pak101.com (few years ago!)
Aik sardar ko kisi ne khali message kia to sardar ne us number pe cal kar k kaha bhai ap ko maloom hai k ap k mobile ki sihai khatam ho gai hai
by Sabir shah (few years ago!)
Santa - Apki shadi ho gayi?
Banta - Haji, ek ladki se hui hai.
Santa - Shaadi to ladki se hi hoti hai.
Banta - Nahi ji meri bahan ki to ladke se hui hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Sardar Lassi Pi Raha Tha.
BOY:Srdr G Lassi Wich Makkhi A.
Srdr:Fir Ki Ho Gya!
Dil Wada Hona Chaida,
Makkhi Ne Kinni Pe Leni A.
by Mazhar Khan (few years ago!)
sardar: Meri Khwab Me Kal Ksi Se Larayi Hogai Thi
Aaj Me Nahi Soun Ga
Friend: Larayi Kal Hoyi
To Aaj Q Nahi Soye Ga?
sardar:
Aaj Wo Banday Lekar Aaye Ga.:P
by Pak101.com (few years ago!)