Dudh ke saath do roti
Santa: Dudh ke saath do roti kha raha tha
guess why?
kyonki Doctor ne kaha tha halka khana lena hai jaise Dudh, Double Roti
by Pak101.com (few years ago!) / 1072 views
Similar Jokes
Santa: SIM ka connection lene gaya
Call rate bataye
1 pase per sec.
50 paise per min.
1 rupee per 3 min.
Santa: 1 rupee wala hi sahi hai roj khulle kahan se
launga
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife:
Apko Meri Khubsurti Ziyada Achi Lagti Hy Ya
Aqalmandi?
Sardar:
“Mhjy To Tumhari Ye Mazaq Karne Ki Adat Bohat
Achi Lagti he,,,
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife: Aapko meri khoobsurati zayada achi lagti hay ya aqalmandi..?
Husband: Mujhey to tumhari ye mazaaq ki aadat bohot achi Lagti Häy...
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher – Agar irada pakka kar k kuch kaam karo
tou woh poora hota hai…!!!
Student – Rehne dain miss, agar aisa hota to aaj
aap meri baahon me hoti..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Purane waqaton main ur Aaj kal main
Kya faraq hai?
.
Purane waqaton main na bijli hoti thi
Na bijli k bill
.
.
.
.
Aaj kal bijli to hoti nhi pr bijli
Ka bill zaror hota hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan 2 Shopkeeper: 1 Kala bulb daina !
Shopkeeper: Kaalay buld ka kia karna hai?
.
Pathan: Dopehr mai sonay ke lie andhair karna hai
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Banta: Yeh chaaku kyon ubaal rahe ho?
Santa: Suicide karne ke liye
Banta: To phir ubalne kui kya zaroorat hai?
Santa: Kahin infection na ho jaaye
by Pak101.com (few years ago!)
Golu, Molu se : aaj meri bakri ne pehla anda diya hai! Molu : bakri kaise anda de sakti hai? Golu : arre yaar maine apni murgi ka naam bakri akha hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ultimate answer while changing the job.
Interviewer: Why did you changed your last job?
Santa: Because the company shifted and didn''t
tell me where..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Miss: Aaj tum late kion aye ho? School 7 baje shuru hota hay, itni dair kion ki?
.
Kid: Miss ap mairi itni fikar mat kia karain, log shak karty hain
by inayat khan (few years ago!)