Banta: Yeh chaaku kyon ubaal rahe ho?
Banta: Yeh chaaku kyon ubaal rahe ho?
Santa: Suicide karne ke liye
Banta: To phir ubalne kui kya zaroorat hai?
Santa: Kahin infection na ho jaaye
by Pak101.com (few years ago!) / 1242 views
Similar Jokes
Sir: Samajh Tujhe 10 Laddu diye,
Boy: Mujhe??!!!
Sir: Samajh na,, Tere Baap ka kya Jata hai? Usme se 5 Mujhe diye to Tere pass kitne Bache ???
Boy: 20!!! Sir: kaise??? !!
Boy: Samajh Na, Tere Baap ka kya jata hai?!!!!
by Pak101.com (few years ago!)
A girl and Sardar were in love
Larki: Sardar jee ap mairi bilkul parwa nahi hai!
.
Sardar: Oye Pagli ! pyar karnay walay kesi ki parwah nahi karay
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
A Sardar Told His Friend:
Yaar, Ik LARKI Menu Hans K Wekhdi Ay
Friend:
Confirm Kar Le!!
Hans K Wekhdi Ay…
Ya Wekh K Hansdi Ay
by Pak101.com (few years ago!)
Customer At Sardar Jee’s Resturant:
Sardar Jee Soup Main Makhi Hai……
Sardar Jee Oye Dil Wadda Kar
Makhi Tera Kinna Soup Pe Jao Ge….!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Aik shakhs hanpta hua railway incharj kay pas aaya aur kehnay laga.
Janab! Aanay wali rail foran rok di jaye. Rastay mein is kay ulatnay ka khatrah hai.
Chunancha khatray kay pesh nazar rail kehin door rokwa di gayi aur railway kay officer is aadmi kay sath khatray wali jagah ka muaina karnay chalay gaye. Is shakhs nay railway line par paray kelay kay chilkay ki taraf ishara kartay huye kaha: Janab! Rail ko is chilkay say phisal kar ulatnay ka khatra tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Patient : I always see spots before my eyes.
Doctor : Didn't the new glasses help?
Patient : Sure, Now i see the spots much clearer.!!
by nadeem (few years ago!)
MAA-Beta Apple Khaoge,
BETA-Nahi
MAA-Beta Mengo Khaoge,
BETA-Nahi
MAA-Beta Orange Khaoge,
BETA-Nahi
MAA-Bilkul Baap Par Gaya Hae,
.
.
.
.
.
.
.
Chappal Hi Khayega.....
by Pak101.com (few years ago!)
Ik Indian Police Inspector ke ghar chori ho rahi thi.
Wife: Utho ji, ghar me chori ho rahi hai.
Indian Police Inspector: Mujhe sone de, main is time duty par nahi hun.
by Pak101.com (few years ago!)
beta bap say:.aba jan! main dadi jan say shadi karonga".
bap nay jawab main kaha."nahi betay wo to meri ammi hian. kesi ki ammi say shadi nahi kartay."
ye sun kar betay nay masoomiat say kaha:. "to phir ap nay meri ammi say kiun shadi ki ?"
by Pak101.com (few years ago!)
1 admi ka cell toilet me gira toilet devi golden mobile ke sat parkat huwi.
Man :dewi mera mobile to sone ka nai tha.
Dewi:aby gadhe isy dho le.
by Sabir shah (few years ago!)