pathan raat ko...
Pathan raat ko Machardani laga kar
so raha tha:
Achanak ek Jugnoo aa nikla.
.
....
.
.
.
.
Pathan: Lo ye khocha machar humko
Torch le kar dondh raha hai.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 905 views
Similar Jokes
boy - papa aapne mujhse kaha tha k agar main paas ho gaya to aap mujhe 5000 Rs denge.
father - haan kaha tha
boy - to aapke liye khush khabri hai, aapke 5000 Rs bach gaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor adhi raat ko uttha or bv se bola:
“main hospital ja raha hoon, hospital se fone aya hay, emrgency hAy.”
Bivi:”kisi ko to apni maut marnay diya karo”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Kanjoos 14th floor se neeche gira
Girte waqt usne apni ghar ki khirki me apni wife ko roti pakate hue dekha, to chilla k bola
MERI ROTI NAHI PAKANA!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi Ne Pappu Se Puchha.
Aadmi: “Beta Tumhari Umar Kya Hai?”
Bachha: “Ji, Ghar Mein 14, School Mein 12, Train Mein 7 Aur Facebook Pe 19 Saal Ka Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
Silly Man 1- mujhe kal paanch logon ne peeta..
Silly Man 2-to tune kuch nahi
kiya..??
Silly Man 1-maine kaha saalo ek ek karke aao..
Silly Man 2-fir kya hua...??
Silly Man 1-fir kya..sabne mujhe baari baari karke wapas peeta..!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan apni unparh BV say:
Pathan apni unparh BV say:
Chal honeymoon per chaltay hain.
Wife: Nahi mujhe kapray dhonay hain tum meray bhai ko lay jao.
Pathan:O Yessss !!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
stupid Dhiir pit gaya punjabi bolne k chakker main..
Papita wali se papite kharidne k liye bola.
ooi.. ik pappy-ta-dede..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi Ko Court Ki Peshi Pe Gavah Ke Tor Pe Bulaya Jata Hai
Vakeel Us Se Pehla Sawaal Puchhta Hai
Vakeel: “Kya Aapne Is Case Ke Samjhaute Ke Liye 5,00,000 Rupees Liye Hai?”
Gavah Chup Rahta Hai
Vakeel Ne Fir Jor Se Chillake
Kaha: “Kya Aapne Is Case Ke Samjhaute Ke Liye 5,00,000 Rupees Liye Hai?”
Gavah Is Baar Bhi Chup Raha
Vakeel Ko Gussa Aa Jata Hai Aur Wo Gavah Ko Gale Se Pakad Ke Bolta Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- Jado mai chota c,menu ik kuri nal pyar ho gya,te mai usde 4 bhrawa nal gal v karli c.
Banta-Fer ki hoya?
Santa-aje tak siddha tureya nai janda.
by Pak101.com (few years ago!)
Pati:Ab Jhagda Band Bhi Karo
Mai Shanti Ke Sath Rehna Chahta Hu
Patni: Ha, Jaao
Mai Bhi Shyam Ke Sath Rehna Chahti hu..
by Pak101.com (few years ago!)