Mera beta meri baat sunta hi nahi hai
Santa: mera beta meri baat sunta hi nahi hai
Banta: kyu? itna gamandi hai kya?
Santa: nahi. woh behara hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1045 views
Similar Jokes
Gabbar ne sholey film me thakur ke haath Q kate the nahi pata Q ki thakur Gabbar ko sms nahi karta tha baki samajhdar ko ishara kafi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar travelling in Train
TC: Ticket dikhao
Sardar: Yeh lo
TC: Yeh to purani hai
!
Sardar: To Train kaunsi nayi hai?
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher: Es mohawary ko estimal karo "mun mai pani aana"
.
Pathan Student: Jaisy hi mai ne Nal ko mun laga ke Nal chalu kia, tu mairy mun mai pani agia
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Sardar Pathan se:
Khan sahab ap larki k bajaye larko se sex kyun karte hain,
Pathan: O sardar ji
Mard ka muqabla Mard se hona chahiye.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Tumhe Kal
Subah 5 Baje
Phansi Di Jayegi
Sardar: Ha Ha Ha!
Police:
Kyo Hass Rahe Ho?
Sardar:
Mein To Subah 9 Baje Utthta Hu!
by Pak101.com (few years ago!)
Kaliya & Peeliya ek car me bomb laga rahe the .
Peeliya - agar bomb lagate samay phat gaya to
kya hoga .
Kaliya - do'nt worry ! Mere paas ek aur bomb hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
father-beta tumne college me sabse mushkil kaam koun sa sikha?
beta-2 kaam sikhe.
1 danto se bear ki bottal kholna.
2 tez aandi me 1 tilli se cigerete jalana
by Pak101.com (few years ago!)
Ik din ik pathan sabzi leenay gaya or woh sabzi
mandi pohncha to dekha kafi deer se sabziwala sabzi
ko pani laga raha hai akhir tang aaker us ne sabzi
walay see kaha jub yah timtor hosh main ajayeen to
2 kilo tol dena.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 Pathan Darkht K Neche Bathay kr rahey the
Achank Darkht Se Aam Gira
.
Pehla Pathan:
Ye Aam Kyse Gira?
Aam Khud hi bola
.
"Pak gya hon"
Tum Log Ki Bakwas sun Kr
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Boy 1: Larkion ko "I love you" bolny ki sab se achi jagah konsi hai?
Boy 2: Daata Darbar
Boy 1: Kion ??
.
Boy 2: Kionky wahan larkiyon ne chapal nahi pehni hoti
by hearthackervsgirls (few years ago!)