Kahaa gayaa thaa yaar?
Santa: kahaa gayaa thaa yaar?
Banta: girlfriend ke saath movie dekhne
Santa: kitna kharchaa huaa?
Banta: 500 Rs
Santa: itnaa huaa kya?
Banta: kya karu? uske paas itnaa hee thaa yaar
by Pak101.com (few years ago!) / 812 views
Similar Jokes
Pakstani Walima me khana khane k 2 rules:
One: Pehli bar is tarha khao k doosri bar milega nhi
Two: Doosri bar is tarha khao k pehli bar mila hi nhi tha ;-)
by Abdul Sami (few years ago!)
Pappu ek party mein gaya aur waha usne 8 butter naan kha liye.
Kuch der baad toilet mein pet pakad ke ro raha tha bhagwan se request kar raha tha ki, “Hey bhagwan ya toh jaan nikal de ya naan nikal de
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR:
Batao aisa kiya karen k Saanp bhi mar jaye aur Laathi bhi na tootay ?
,
,
PATHAN:
Jootay se maar do:)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan 1st Time Jahaz Pe Baitha:
.Jesy hi Jahaz ka Agla Tyre Ooper Utha,
Tu Pathan Pilot ko Maarny Laga..Aur Bola:
.Mai Pehlay He Dara Huwa Hon.Aur.Tum Wheeling Kar Rahy Ho. …
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1st sardar yeah bacha tumhara kia lagta hai
2nd sardar:yeah mera door ka bhai hai
2nd sardar:door ka mein samjha nahin
sardar:iss k orr mere beech 8 behan bhai orr hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa galati se Sansad me chala gaya wanha upper kursi pe baithe huye se pucha
Tum kaun ho ho?
usne jawab diya : ME Speaker hun
Santa: jor se bola, to phir me Loud Speaker hun
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ko 1 Lawaris bandar Mila.Wo Ussay Police Station le gaya Inspector ne kaha Issay Zoo le jao
Agly roz Inspector ne Pathan ko Bandark saath Bus Stop per deekha.
Inspector:Issy Zoo nahi le kar gy?
Pathan:Kal gaye thy khob ghoome Bara Maza ayaaaj Minar-e-Pakistan ja rahy hain.HAHAHAHA
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Gabbar: Ye hath mujhe de de thakur,
.
.
.
Thakur: Le le..
mere hath lele..
basanti ke bhi le le,.
.
Jay aur viru ke bhi lele
.
.
Ramu kaka ke bhi le le
.
.
Aur Octopus ban ja Saale.!
.
.
.
.
Gabbar: Sorry yaar, tu to emotional ho gaya. :D
by Pak101.com (few years ago!)
I offer my opponents a bargain:
if they will stop telling lies about us,
I will stop telling the truth about them.
by Abdul Sami (few years ago!)
Phochta
Hai Jab Koi K Duniya Mein
Mohabbat Hai Kahan?
.
.
Muskura Deta Hon Main
Or Yaad Aa Jati Hy Maa….
.
.
.
.
.
Ki
.
.
Honay wali
Bahao…
by Abdul Hannan (few years ago!)