Police Man
Police Man:
Stop, Stop, Tumhari Headlights Kaam Nahi Kar Rahi, Woh Bandh Hai.
Santa: Jaldi Se Hat Jao!
Brakes Bhi Kaam Nahi Kar Rahe Hain.
by Pak101.com (few years ago!) / 889 views
Similar Jokes
Ek mandir mein buri niyat wale gayab ho jate the ,Shahrukh gaya Shahrukh gayab,
Saif gaya, Saif gayab, Aamir gaya, Aamir gayab, Mallika Sherawat gayi, Bhagwan gayab
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ke ghar chor agia
Pathan ne daikha tu chor bhaag gia
.
Pathan chor ke peche bhagty bhagty agay nekal gia
.
Pathan: Ek to chori oper se "RACE" lagata hai hamary sath
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Ek chota baccha bahut der se ghar ke bahar khada
darwaje ki ghanti bajane ki kosish kar raha tha.Toh
ek budha aadmi aaya aur kaha:
Budha aadmi: Kya kar rahe ho beta?
Baccha: Uncle, yeh ghanti bajana chahta hoon.
Budha aadmi (ghanti bajake): Yeh lo bajgaya, ab
kya hai?
Baccha: Ab bhago!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband to Wife: Tum meri Zindagi ho,
Aur…
Wife: Aur Kya?
... Aur…
Tell me aur kya?
Wife shouted: Tell me aur kya?
Husband: Aur Laanat hai aisi zindagi par
by Pak101.com (few years ago!)
Judge:Tumne Apne Malik Ko Zehar Q Diya
Mulzim:QK Unho Ne Kaha Tha K Aisa Thanda Pani
Pilao
K Thanda Ho Jau Maine Zehar Daal Kar De Diya
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ajeeb hain tere nakhre
~
ajeeb hain tere style
~
naak pochnay ki tameez nai
hathon mein hain mobile
by Sabir shah (few years ago!)
Aik admi party mein gay aur apne family ka taruf angreze mein kuch es terah kera rahe:
I am Sardar and she is Sardarnee. He is my kid and she is my kidney.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband: aadhi rat ko wife se, wife ji aik dam se marna behtar hai ya, dam ghut ghut ker marna
Wife: Aik dam marna behter hai.
Husband: Acha to phir apni dosri tang bhi mare oper rakh do
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ticket seller: Boss, no one buying Ra.One's movie tickets.
Theatre owner: Give it free. Once they enter, close the doors & sell EXIT tickets for 500.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Yaar Mujhe logon Ne Social Work Kerne Per ßOht Maara..
dost: SociaL Work?
,
,
,
Pathan: Haan
Mein Ne Qaßristan k Gate Pr WeLcome Ka Board Lga dia Tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)