Bilu MC ki hotal me
Bilu MC ki hotal me- are bhai kab se wait kar raha hu,
Khana abhi tak nahi aaya?
Mc – sar khana to char din se bana rakha hai bas garam ho raha hai!!
by Pak101.com (few years ago!) / 948 views
Similar Jokes
Police: Tumhe kal subah 5 baje phansi di jayegi.
Sardar: Ha Ha Ha Ha!
Police: Kyon hasn rahe ho?
Sardar: Main to uthta hi subha 9 baje hun.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Kuch log dozak mein bary aram se soay huy thy
Farishta : yaar ye koon log hain?
Daroga : ye sab pakistani hain loadshading ki waja se garmi ki aadi hain .
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Cheel ko English Main kya Kehte hain?
Pathan: Eagle.
Teacher: Agar Cheel Beemar Hojaye to?
Pathan: Illegal
by Abdul Hannan (few years ago!)
Aajib Hai Nakhre Tere…
Aajib Tera Style Hai…
Naak Pochne Ki Tameez Nahi
Haathoo Main Mobile Hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
SARDAR AAJ MAINE PAANI KO ULLU BANAYA
2ND SARDAR: wo kaise?
1ST SARDAR: aaj maine nahane k liye paani garm kiya aur thande se naha liya.
by Pak101.com (few years ago!)
Fizawon mai goonj rahi hai awazien RATTAY marny ki FARAZ
.
.
Lagta hai NALAYAQON ke Exam hone waly hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
People saying.... DARU PINE SE ZINDGI K PROBLEM SOLVE NAHI HOTE.... But I think.... WESE TO DUDH PINE SE BHI PROBLEM SOLVE NAHI HOTE... ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dr: Apka weight kitna hai?
Patient: Chashme ke sath 75 kgs.
Dr: Aur bina chashme ke?
Patient: Woh bina chasme ke toh mujhe dikhta hi nahi...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar to Wife: Light nahi hai tu phankh tu chala do
.
Wife: Akhir sardar hi ho na, aqal tu hai hi nahi, phanka chalayenge tu moom-batti bujh jayegi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan: Station Jany k Kitne Paise logay?
Ricksha Wala: 50
Pathan: 20 Lelo
Ricksha Wala: 20 Main kon Le Ker Jayega.
Pathan: Tum Peeche betho hum le k jayega
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)