Teacher Mehnat Karoge
Teacher Mehnat Karoge
To Kuch Banoge
Sant-Teacher Hamra
Gadha To Itni Mehnat Karta Hai
Magr Wo Ab Tak Kuch Nahi Bana ...;->
by Pak101.com (few years ago!) / 931 views
Similar Jokes
Sardar Ji checked his girlfriend's mobile to know under what name she had saved his number, when he dialed his number from her phone, it showed "TIME PASS NO. 8"
by Pak101.com (few years ago!)
Mehmano K Anay Se Pehly Agr
Kala Namk Moli K Prathy Aur Chanay Ki Dal Ka
Hlwa Kha K Bethn To Mehman Jaldi Chly Jaty Hain
Or
Dubara Nhi Atay. . .Zubaida Aapa K Khusboo Dar
Totkay ;->
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Yaar Kitni Ajeeb Baat Hai, Ladke Mar ke
Bhoot Ban Jate Hain.
Banta: Aur Ladkiyan?
.
.
.
.
.
Santa: Chudail Ki Chudail rahti hai...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dilchasp Duaen”
Papu ko Dua Mili K Sada Hansty Muskraty Raho,
Aj Wo Pagal Khany Mein Hai…
Ajmal Ko Dua Mili K Dunia Tere Ishary Pr Chaly ,
Aj Wo traffic Constable Hai…
Tipu ko Dua Mili K Teri Zindgi Mein Phol Khilty Rahen ,
Aj Wo School Mein Mali Hai…
Bublo Ko Dua Mili K Sada Chamkty Raho ,
Aj Bablo K Sar Pe 1 B Bal Nai Hai…
Najma Ko Dua Mili K Hamesha Logon K Dokh Dard Mein Kam Aao,
Aj Wo Nurse Hai…
Ap Bolo Apko Kon C Dua Di Jae ?
Bara Kehty Ho K Duaan Mein Yaad Rakhna…
by Mazhar Khan (few years ago!)
A good teacher is 1 who tells u to study hard, But d best teacher is 1 who stands outside the exam hall and shouts:
Oye nlayko,flying aa gyi.Parchiya kha jao.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan was waiting 4 Train with His Wife
.
Train Aai, Uper Likha Tha "Khyber Mail"
.
Pathan Bhag kar Charh gaya. Aur Biwi se kaha:
.
.
.
Jab "Khyber Female" Aye To Tm b Charh Jana
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Naya pakistan downloading failed.
|
why?
Ganja virus detected,
by Sabir shah (few years ago!)
Larki: Main shaadi ke baad tumharay saray dukh baant lun
gi.
Larka: Mujhay tou koi dukh nahi hai.
Larki: Main shaadi ke baad ki baat kar rahi hun.
by @irha@ (few years ago!)
Bikhari: 50 paise de de re baba maine 3 din se khana nahin khaya hai…
Kanjoos: 50 paise nahi, 10 rupaye dunga, pahele ye bata 50 paise mein khana kahan milta hai...
by haleema sadia (few years ago!)
Husband: You know, our son got his brain from me.
Wife: You are right, I still got mine with me!!!
by Pak101.com (few years ago!)