Samajne ki kosish kro muje tang N kro
Samajne ki kosish kro muje tang N kro Akela chor do Rat tmhari waja se so nhi ska Mat khelo mri zindgi se
GOLU hath jor k machar se kh rha tha
by Pak101.com (few years ago!) / 1041 views
Similar Jokes
Pathan ki girlfriend ne Pathan se pucha: Jab hamara mangni ho to tum humain ring de ga na?
Pathan: Wai Qurban, zaroor dega batao ring PTCL pe de ya MOBILE pe?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Height of common sense.
Teacher: Jab Bijli Chamkti Hai
To HmKo Roshni Pehley or
Awaz Baad Mein Q Aati Hai?
Pathan: Q K Hmari Ankhein Agey Hain or Kaan Peechey..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek chor Sardar ka mobile le kar bagh gyia.
Dost: wo tumara mobile le kar bagh gyia or tm hanas rahe ho,
Sardar: bagne do charger tu mere pass hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Baap ne apne baitay ki talashi li,
jaib se naswar, cigrette, chars, katrina kaif ki tasaweer aur girls ke numbers baramad hoye,
baap ne baitay ko bohot mara or kaha “kab se kar rahe ho ye sab kuch”?
Baita rote hoye bola,
“Abu main ne aap ki jacket pehni hui hai”
by Abdul Sami (few years ago!)
Pathan apni Parrosan se: Mrs Thakur! Mai ne Aap se kaha tha k apne betay ko meri naqlien utarne se mana krien!
Kya usay mana kia?
Parrosan: Yes! Main ne usay mana kia k janwron jesi hrkat na kia kro.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan ne Darya mai Dobtay hoye 1 Aadmi ko bachaya.
Or Thori Dair Baad Dobara Phenk diya:
Kisi ne kaha ye kiya kia?
Phatan: Purani Kahawat hai
"Neki Kar Darya Mai Daal"
by Abdul Hannan (few years ago!)
I slept under the stars for the first time this summer.
We didn't go camping; we had our roof repaired.
by Pak101.com (few years ago!)
santa was playing Chess with his Dog!
Friend: Aray wahhh! tera kutta to buhat intelligent hai....
santa: kiya khaak intelligent hai,
5 me sey 3 to mai jeeta hun...
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun
to muje sirf awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt.
by Pak101.com (few years ago!)
nai dulhan apney mian sey kahti ha, mainey do dishen banaaney ka mahaarat haasil ki hai, ek murghi ka salan aur ek gajar ka halway. aaj aap ke liye meiney yeh donon banaai hain.
Mian: bohot khoob. ab yeh batao, inn mein sey murghi ka saalan kaun sa hai aur gajar ka halwa kaun sa?
by hearthackervsgirls (few years ago!)