Man saw a snake
Man saw a snake on bed of his Mother-in-law.
Man to snake: Meri saas ko das lay.
Snake: Abay Kya das lay? Main esi say to apna zehar recharge karwata hon.
by Pak101.com (few years ago!) / 552 views
Similar Jokes
2 PaGal Crickt Match daikh rahey they.
Afridi Ne six maara.
Pehla Pagal!!
Wah kiya Goal kiya hai!
Dusra: Bewaquf Goal Is mai nahi, Crickt mai hota hai…..
by Abdul Sami (few years ago!)
Banta to Doctor : Doctor Sahab! Mein apna dimag daan karna chahta hu.
Doctor : Hoga to hum le lenge
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi apne dost ki kabar par phool daal raha hota hai.
Aur samne wale kabar mein bhi, ek aadmi apne dost ki kabar par chawal daal raha hota hai.
Pehla aadmi doosre se kehta hai, “Ye tumhara dost phool sunghne kab uthega?”
Doosra aadmi, “Jab tumhara dost chawal khane uthe ga.”
by khalid hussain (few years ago!)
1 pathan jahaz m 1 seet pr beth gaya aur wahan se uthne ka nam hi nhi le raha tha,logon ne bht minaten ki mgr wo na mana wo keh raha tha k khan ka zaban 1 hai hum apna faisla nhi badlega,to 1 shakhs aya aur usy kan m kuch kaha to faorn uthkr agli seet pr beth gya,log heran ho gay aur us shkhs se puch k tune usy kya kaha jo wo man gaya,
Admi ! Main kaha k khan ap kahan jaoge?to pathan ne kaha k dubai,to maine kaha k dubai ki seet agli h ye lahor ki seet
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aisi Kya Cheez Hai, Jo Khridne Wala Kbhi Pehenta Nhi Aur Pehene Wala Kbhi Khridta Nhi
.
.
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
Baby Diapers.-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Train station par ruki. Ek aadmi khidki ke paas baethe santa se- Kaun sa station hai?Santa bahar dekh kr kuch der soch kar "lag to Railway Station raha hai".
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi ki takreb main jin a gaya
Sab logon ki jin ko chekh ker chekiannikal gian
Wahan per majod aik samjhdar buzarg ne kha k sab females wazo ker k aian
Jab females wazo ker k ai to jin ki chekian nikal giain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
wakeel: my lord kanoon ki kitaab ke saffha number 15 ke mutabiq mere muakkal ko ba izzat-bari kia jaye.
JUDGE: kitaab paish ki jaye
(kitab pesh ki gaye)
judge ne saffa khola to us mei 5000, 5000 k do note thay..
JUDGE: is tarah k do saboot aur pesh kiye jayein
by Mazhar Khan (few years ago!)
Gabar: Sambha Gande..
Sambha: Tu Ganda tera pura Khandaan Ganda Saale.
Gabar: Sambha!! Namakharam GUN-DE-GUN
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU:Yaar, mai kuch bhi karta hu to meri biwi beech me
aa jati Hai
MOLU:Yaar,tu car chala kar dekh
by Pak101.com (few years ago!)