Bhikhari In Bombay
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein
mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Pak101.com (few years ago!) / 912 views
Similar Jokes
A Drunk Sardar Fails From 3rd Floor
People Gather Around & Ask:
Sardar Ji Ki Hoya?
He Said: Pata Nahin Main V Hune Aya Haan!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ki 2 Biwian Lar Pari
Ik Boli: Aj Sunday Hy.
Dosri Boli: Nahi Aj Monday Hy.
PATHAN Tang Aa K Bola :
Hum Kya Pagal Hai
Jo Jumaa Parh Ke Aya Hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
doctor to santa:- apke samne k teen daant tute kayse?
.
santa:- ji biwi ne kadak roti banayi thi…
.
doctor:- toh khane se mana kr dete….
.
santa:- ji wahin toh kia tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Shohar martay waqt apni Biwi se: Mere marne k baad tum Shafiq se shaadi karna.
Biwi heraani se: Who kion?
Shohar: Meri us k saath jhagra hua tha aur main us se badla lena chahta hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Larka:tm kon si cream lagati ho
Larki khush ho k:koi nai
Larka to lagaya kar na kali
by Sabir shah (few years ago!)
Ek murgi ko baaz se pyar hua. . .
Murgay ko pta chala to vo murgi se bola : mujhme kya kami hai?
Tumhari biradari ka hu, smart hu. . . . . .
Tumhare maa baap bhi pasand karte hain mujhe. . .
...
Murgi : main tumhare jazbato ki kadra karti hu,
par wo Air Force me hai
by Pak101.com (few years ago!)
Girl : Aisa khat likho sajna, meri umar beet jaye parrhtey parrhtey
Boy : (i=0i>xE’l1i+;e_y#a#>#”e!%; =*?#@?w@’e*,e(p+>i*
Le sajni aab paadh tai raho!!
:-O..
by haleema sadia (few years ago!)
Agar life main kabhi koi mistake ho jaye .
To 2 minute apni ankhain band karo Or socho
.
.
.
ke
.
.
.
.
. Iska ilzam kispar lagaya jaye =D
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan K Paas 1 Mehman Aaya. Pathan Bola: ''O Yara Is Pankhe K Niche Betho Tumhe Sawaab Milega.
Mehman:wo Kese?
Pathan: Hm Ye Pankha Masjid Se Utaar K Laya Hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher - Batao sabse jada nasha kis cheez me hota hai ?
Banta - Books me..!!
Teacher - Vo Kaise..??
Banta - Kholte hi neend aa jati hai...!!
by Pak101.com (few years ago!)