Pappu ek party mein gaya aur
Pappu ek party mein gaya aur waha usne 8 butter naan kha liye.
Kuch der baad toilet mein pet pakad ke ro raha tha bhagwan se request kar raha tha ki, “Hey bhagwan ya toh jaan nikal de ya naan nikal de!”
by Pak101.com (few years ago!) / 996 views
Similar Jokes
Molvi pathan se: sana aati hai?
Pathan :sana to nahein aati par us ki choti behn saba aati hai.
by Ramzankhan (few years ago!)
Son:abu idhar aa.
Maan:beta aise nai abu ko izzat k sath bolte hain
son:abu izzat k sath idhar aa ja.
by Sabir shah (few years ago!)
Funny sardar
Sardar 1 ghar k nichay
khara “susu” kar raha tha,
Upar say 1 Lady boli
nazer nai a raha, diwaar hai?
Sardar: bola thora side say ho k dekho, nazr aa jaye ga
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Pathan Se: Batao Allama Iqbal Kaha Paida Huye Aur Unhon ne Kahan Taleem Hasil Ki?
.
.
PATHAN: Wo Hospital Main Paida Huye Aur School Main Taleem Hasil Ki.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
The Most Heart Breaking Moment In Our Childhood
.
.
.
Ghar Aaye Mehmano Ke Diye Hue 500 Rupaye
.
.
.
.
Jab Mummy Wapis Le Leti Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Docter:bachon ko pani dene se pehaly ubaal lena chahye.
Sardar:wo to theak hai magr ubalane se bacha mar nai jaega.
by Sabir shah (few years ago!)
har Taraf Padhai ka saya hai...
Har paper me zero aya hai...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Hum to yuhi chale jate h bina muh dhoye exam dene, aur log kehte hai
"saala raat bhar padh ke kya aaya
hai":
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan angoor bech raha tha
mgr keh raha tha piaz le lo piaz.
Ek admi ne kaha khan saab ye to angoor hai.
Pathan: Chup ho jao warna makhia aa jayn gi…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
aik darzi zari store par gya or dokandar se bola,bhai sahib kya gale millein gain. Dokandar, han han bhai kune nahi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Old is gold.
Dost: Biwi se jhagda hua tha na solve hua kya ???
Santa: Haan meri biwi Ghutno pe chal ke aayi thi mere pass
Dost: Ohh Kya bola???
Santa: Boli palang ke niche se bahar nikalo .
Ab nhi marungi
by hearthackervsgirls (few years ago!)