Ik husband apni wife ke kirya
Ik husband apni wife ke kirya kram (cremation) kar ke ghar lot raha tha.
Tabhi asman me jor se bijli chamki aur badal garje.
Husband bola: Lagta hai pohonch gayi.
by Pak101.com (few years ago!) / 852 views
Similar Jokes
Lalu: Vidwaano ne kaha hai Ki "MURKH KI BIWI BAHUT SUNDAR HOTI HAI.
Rabadi: "Dhat! Aapke paas to hamaar taarif k alawa kauno kaam nahi hai!..
by Pak101.com (few years ago!)
BoyFrnd on msg: Sweet heart Kya kar Rahi ho…….??
.
.
GirlFrnd: meri Tabiyat Kharab hai Jaanu Sone Ja Rai Hu & You……??
.
.
Boyfrnd: Mai Cinema Hall me Tere Piche baitha popcorn kha rha hu Kamini.. =DD
boy RocKZ..-.. Girl Shock
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: oye banta machli khayega?
Banta: nhi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Maa boli- “Galiyo me khel-khelkar bache
kitne gande ho jaate hai”
Doosri Maa- “Haan, behanji Ab dekho na,
das bacho ke muh dhone pade, tab kahi jaakar mai apne guddu ko pehchaan payi
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : Tere Papa kya karte hain
Santa:Sir HDFC ke Malik hai
Teacher: Wah Wah HDFC Bank ke Malik hain
Santa: Nahi Sir,
Hiralal Dahi Bade & Faluda Center ke Malik hain
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Malika Sherawat is going to be married.
Banta: Who is the lucky man?
Santa: I am. She rejected me.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Hathi.............
Ek hathi ne ek chuhiya ko ched diya,
chuhiya ne hathini ko shikayat karke kaha ki
apne pati ko samjha lo
varna Mard hamare ghar mein bhi hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa : Yaar Tumne School Ana Kyu Chhod Diya?
Banta :
Yaar Actually Mere Dad Keh Rahe The Ke 1 Jagah Bar Bar Jane Se Izzat Kam Ho Jati Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Frog: Tumhare paas dimaag nahin hai. Santa: Hai.
Frog: Nahin hai. Santa: Hai.
Frog: Nahin hai & jumps into the well.
Santa: Isme suicide karne waali kya baat thi.?
by Pak101.com (few years ago!)
Dost: Tumhari Mithai Ki Dukan Hai,
Tum To Bohat Mithai Khaty Ho Gy..
Pathan: Nahi Yara,,
Abba Ras-Gullay Gin Ker Jata Hai
Is Liye Sirf
"Chooos" Ker Rakh Deta Hun.. ;-) :-D
by Pak101.com (few years ago!)