Bachy ka Tckt Half nai pora

T.T: Bachy ka Tckt Half nai pora hoga, iske Umer 12 se zeada hai.

Baap Ghusse Se: Iske umer 12 se zeada kese hoskte hai? 12 sal to meri shadi ko hue hain.

T.T: Me yahan ticket chk Krne Aaya hun, Gunahon ka Aiteraf Sunne nai.

by Pak101.com (few years ago!) / 1105 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Phathan ne ghar ka darwaza

Phathan ne ghar ka darwaza ukhara aur kandhay pe rakh k bazar mai gya, ek aadmi ne poocha khan kya dawaza bechna hy?
pathan: nahi yaar taala khulwana hy :)

by Pak101.com (few years ago!)
FAQIR: ALLAH k Nam pr kuch day do?

FAQIR: ALLAH k Nam pr kuch day do?

Ghar se larki boli: kuch nahi ha maf karo,

FAQIR: Apna numbr hi day do, Baba Dua b kary ga or msg b.!:-D;-)

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar Ji and Computer

Sardar Ji and Computer
Sardar: Yar mujhe 1 hathora or keel chahiye computer k lye.
Sales man: Magar computer me inka kya kaam?

Sardar: Oye yaar mujhe computer me windows lagani hai.

by Pak101.com (few years ago!)
Raam ne been bajai

Raam ne been bajai, or seeta dor ke aye
Kishan ne bansuri bajai, or radha bhag aai
Or hum ne sirf seeeti baji, aur wo sali bhai ko le aye

by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan: yaara ye “Sent Message”

Pathan: yaara ye
“Sent Message”
kya hota hai?

dusra pathan: Khuda ki kasam tum to bilkul jahil ka bacha hai.
“Sent Message” ka matlab hai khushboo wala message.

by Pak101.com (few years ago!)
ladies suit

A Man goes to a shop: "I need a ladies suit..?"

Shopkeeper: "Sir, Begum kay liye chahiye ya koi achha sa dikhaon?"

by tanveer hussain (few years ago!)
Dost : Itna udas kyun ho

Dost : Itna udas kyun ho ?..... Man : Wife se Jhagda
hua.... Wo Boli 30 Din tak baat nahikarungi......

Dost : To Tum udaas kyu ho yeh to acchi baat
hai ?.... Man : Aaj Aakhri Din hai.........

by Pak101.com (few years ago!)
Bacha park mai betha

Bacha park mai betha ek ke baad ek toffee kha raha tha.
Paas betha 1 aadmi bola: Jo zada metha khata hai wo jaldi mar jata hai.
Bacha: Aap ko maloom hai mere dada ki umar 100 saal hai.
Admi: Wo metha kam khate hon ge?
Bacha: Nahi, wo apne kaam se kaam rakhte hain.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ramu-Inn aalu k parantho mein

Ramu-Inn aalu k parantho mein aalu nazar nahin aa rahe hai
Shyamu-Yaar naam par mat ja
Kashmiri pulav mei kabhi kashmir nazar aata hai kya.?


by Pak101.com (few years ago!)
sans rok li

1 Sardar jungle main gya…
us ny 1 shair(Lion) Ko apne traf
aate daikha.
Wo foran late gya
OR
Apni saans Rok lee.Shair us k paas
gya.
Aur Bry pyaar sy us k sir pr haath
phaira r kha…..
.
.
.
.
.
.
.
.
“Mere putar aa kam reech(bear)naal
kre
mere naal ni..”

by hearthackervsgirls (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Kisi Ki Parwaah Nahi Karta

Mairy khayal mai

Mari shadi main ao ge

Neutron in the Bar

The caption ofvteam

"How Many Senses DoesA Man H..

Sardar

Stude well my child

Tum cricket dehkte ho

Hum eid k liye kapre bnae ga

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook