Pathan's Theory About Moon
Pathan's Theory About Moon:
"Moon Is Better Than Sun Because,
Moon Gives Light In Night When Light Is Needed,
But Sun Gives Light In Day When Light Is Not Needed"
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1007 views
Similar Jokes
Aik aadmi talaab main naha raha tha.
Police wala kehta hai
“Chal ooye bahar aa kar kapry pehan
Teri Talashi leni hai!!
by HAQ (few years ago!)
Santa: I lost my dog.
Banta: Put an advertisement in newspaper.
Santa: Don't be silly.
My dog can't read newspaper.
by Pak101.com (few years ago!)
Officer: Dekho, humme aisa chaukidaar chahiye jo sehatmand ho, chust, chalak aur chaukanna ho, jarurat parne par jisse hum daat bhi saake…
Yadi tumhare andar yeh saare guun shamil hai to tumhe yeh naukri mil sakti hai.
Umeedwaar : Saheb yeh saare gun meri biwi mein hai, usse bulau?
by Pak101.com (few years ago!)
Aik hotal kay bahir board laga tha keh khanay khoob kaiye bill aap kay potay ada karein gay aik shakhs nay khoob pait bhar kar khana khaya thori der baad wetter bil lay kar aagia who shakhs hairan hua keh yeh bil kaisa hai? Wetter nay kaha yeh is khany ka bill hai jo aap kay DADA nay khaya tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mobile Ke Night Plans Ne To Humein,
Bhukha Hi Maar Diya Hai Doston,
Jis Ghar Mein Chori Ke Liye Jaao,
Koi Na Koi Aashiq Jaag Raha Hota Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Beizzati”
Aur
“Bivi”
Ek Jaisi Hoti Hai…
Achchhi Tab Hi Lagti Hai..
Jab Doosre Ki Ho…!!
by Pak101.com (few years ago!)
Techar:shadi me dulhan ko ghungat me q rakha jata hai?
Student:ta keh kisi k munh se ye na nikal jae aby ye to meri wali hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan ki beti ko kisi ne sms kia
I LOVE YOu
Pathan Ghussy me beti se kehta he:
jis ne sms kia hai usy me dekh lunga filhal tum us ka sms usy wapis bhej do.
by lescol (few years ago!)
Santa takluSanta taklu Hai
Saloon Santa Ka Hay.:-)
by Pak101.com (few years ago!)
1 Memon Hajj Per Gaya
Or Zor Zor Se DUA Mangne Laga
Ya Allah
Mere Saray Gunah Maaf Karday
Warna Mera
2 Lac Wapas Kar De
by Pak101.com (few years ago!)