Mere papa k aage amer se
BOY- Mere papa k aage amer se amer log tak katori le ke khade rehte hai. GIRL- aise kitne amer ho tum? BOY- Actually papa gol-gappe ki redi lagate hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!) / 1006 views
Similar Jokes
2 sardaron ko 2 bamb mily
1 nay kaha chalo police k bataty hain
2ra agar rasty main 1 chal gaya to
1 kahain gay 1 hi mila tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bhikari: Baboo 10 Rs. ka sawal hai, chaay (Tea) peenee hai.
Aadmee: Lykin chaay tu 05 Rs. ki aati hai.
Bhikari (sharmatay hoay): Woh meri girl friend bhi saath hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa found answer to the
most difficult question ever-
What comes first the chicken or the egg ?
O yaar, jiska order pehle doge, vo ayega
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Larki Dukan Daar:
Koi Aisa card hay jis me likha ho k me tum se aur
sir tum se pyar karti hoon
Dukandar: haan hai
Girl: Tu Phir aisa karo
Kay
2 darjan pack kar do
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 Twins Apny Kamry Mai Bethy Thy.
1 Hans Hans k Lot Pot ho Raha tha,
2nd Udaas Kony Mai betha Tha.
Baap: Tum itna Q Hans Rahy Ho?
Beta: Mummy ne Dono bar isi ko Nehla Diya. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Extraordinarily Student Teacher:
"Do you know
Avogadro's Number" ??
pappu : "Avogadro Ladka Tha
Ya Ladki" ??
.
.
.
Teacher: "Ladka" .
.
.
pappu : "Sorry Dude, Mai Ladko
Ke Number Nahi Rakhta"
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
1 Admi K Haath Ki 6 Ungliyaan Thien.
Sub Log Usay “AKBAR”kehte thay
Socho Q?
.
Qk AKBAR Uska Naam tha Bai gee
Tujhy Her SmS Main Fankaari Chahiye.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Q: What's the difference between the Chesapeake Bay and a blonde?
A: The Chesapeake Bay is losing its crab population.
by khalid hussain (few years ago!)
Shohar: Main tang aagaya hon, Tum humesha Mera
Ghar, Meri Car, he kehti rehti ho.
Kabhi Hamara bhi keh diya karo.
Ab Almaari main kya dhoondh rahi ho?
Biwi: Hamara Dupatta.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Faqir: Baji bhoka hun Allah K naam par khana de do
Baji: Khana abhi nahi paka
Faqir: Baji FaceBook pe BABA NIAZ k naam se hun, pak jaye to wall pe update kr dena.
by Pak101.com (few years ago!)