Pati-Malum Hota Hai Ki Daraaz
Pati-Malum Hota Hai Ki Daraaz Me Koi Khane Ki Chiz Hai..
Patni-Aap Ne
Bilkul Sahi Andaza Lagaya Is Me Mere Sendal Hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 924 views
Similar Jokes
Qanoni joke:
Vote dalne ke liye 18 saal umar
Or
Shadi ke liye 21 saal umar hona zaruri ha
Yani k
B.V sambhalna mulk sambhalne se ziada mushkil kaam hai.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar: Mai Tere 64 K 64 Dant Tor Dun Ga
Pas Khra 1 Admi Bola:
Sardar G Dant To 32 Hote Hn
Sardr:
Mje Pta Tha K Tu Beech Main Bolay Ga Tere B Mila K Bataey Hain
by Pak101.com (few years ago!)
Orkut te kudi fasai,
Facebook te gal chalai,
Twitter te ma-bapu nu milai,
Yahoo te divorse ho gaya,
ess bahane yaara da computer Da course ho gya
by Pak101.com (few years ago!)
Santa - “Tum is ladki kojaante ho?”
Banta- “Ha,kabhi mai iske saath soya karta tha!”
Santa- “Achaa! kab? kaha?”
Banta- “Jab mai college me padta tha!
angreji ke claas me !
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Batao aisa kiya karen k Saanp bhi marr jaye aur Laathi bhi na tutay ??
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Pathan : watty maaroo watty :-p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pappu Aur Uski Girl-Friend Ghar Mein Bethe Hue The To Pappu Ne Us Se Puchha
Pappu: “Do You Know Sperms Are Made Of Glucose & Sugar”
Girl-Friend Hairani Se: “Sach? Yaar Yeh Baat To Mujhe Pata Hi Nahi Thi, Thanks.”
Pappu: “Chalo Ab Isi Baat Par Muh To Mitha Kar Lo“
by Pak101.com (few years ago!)
Golden Words written on “Riksha”.
.
Qismat Aazma chuka hun
Muqaddar aazma raha hun
Kisi be-wafa ki khatir
Riksha chala raha hun.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Love V/s Daaru..
.
Love: Pagal Banata Hai.
Daru: Mood Fresh Karti Hai.
.
Love: Me Neend Nahi Ati Hai.
Daru: Pee Kar Neend Ach6i Ati Hai. .
.
Love: Me Date Ke 2000/-
Daru: 1 Botle K 350/-.
.
Love: Me Sabki Suno.
Daru: Pee Kar Sabko Sunao. .
.
.
Faisla Aapke Haath Me.
.
Piyo Sir Utha Ke..
.
Jiyo Larkharake.. :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi Aate Jaate Apne Ghar Ke Paas Bethe Bikhari Ko Hamesha Beekh Deke Jaya Karta Tha
Ek Din Bhikhari Ne Aadmi Se Puchha: “Saab, Pehle Aap 10 Rupaye Dete The, Phir 5, Ab 1 Kyun?”
Admi: “Pehle Main Kuwara Tha, Fir Shadi Ki, Ab Bache Hai”
Bhikhari: “Wah Matlab Mere Paison Se Ayashi Ho Rahi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Boyfriend Ek Aisi Cheez Hai…
.
.
.
.
.
.
Jiss K Samne
Chipkali, Aur Cockroach Se
Darne Wali Ladki Bhi.
Sherni Ban K Ghumti Hai..:P
by Mohammad Ali (few years ago!)