Gar main mar gayi to
Wife: ?Agar main mar gayi to tumhara kya ho ga??
Husband: ?Agar tum na mari to mera ho kya ho ga??
by Pak101.com (few years ago!) / 878 views
Similar Jokes
Mamu -Bhai, apnay ko char mahinay mein tamil sikhna padega. Kuch upay batao.
Munna bhai -Tamil kyun, aur char mahinay ka kya chakkar hai?
Mamu -Meinay ek tamil baccha adopt kiya hai, aur woh char mahinay mein bolne lagay ga.
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathan naha raha tha, k aik dost darwazey pe aaya,
Pathan aise he bahar aagaya,
Dost bola: Kuch to pehan lo yaar.
Pathan bhag ker andar gaya aur CHAPPAL Pehan ker aagaya...
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 pathan jab b nahanay jata to
darwaza khol deta..
Kisi ne waja poochi to us ne kaha:
“Mujhe shak hai k darwazy k neeche
se mujhe koi dekhta hai”…….
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Doctor: bantaji, khaane baad neend ki goliya lee na aapne.
Banta: uff!! khaane ke baad zor se neend aa raha tha to maine goli lena bhool gaya
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Oye Meray Shampoo K Sath Wala Free Gift
De!!
Shopkeeper:
Sardar G Uske Sath Ko Igift Nahi Hai
Sardar:
Bakwas Na Kar Shampoo P Likha Hai DANDRUF
FREE
by Tanveer Hussain (few years ago!)
When I die, I want to go peacefully like my Grandfather did, in his sleep - not screaming, like the passengers in his car.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Tanki Saaf Karne Chatt Pe Gayan Tanki Per Qawwa Betha Tha
Pathan Jaldi Se Neeche Utra
Or Seerhi Hata K Bola:
Beta Mai To Utar Gaya
Tu Kese Ayega
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Shakhs (doosray say): Mein M.A pas hon.
Doosra shakhs mein poori ABC pas hon.
Amir (Nasir say): kia tum English jantay ho?
Nasir: han agar Urdu mein boli jaye.
Aik dost (doosray dost say):Meri aankh mein dard hai koi ilaaj batao.
Doosra dost: meray dant mein dard tha, mein nay nikalwa dia tum bhi aisa hi karo.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bob: Boss, mission par kaise jaaoon, mujhe headek ho raha hai.
Ajeet: Abe head ek ho ya do, kaam to karna hi padegak.!
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:Bathroom K Pardey Lagwa Do,
Naya Parosi Dekhnay Ki Koshish Karta Hai.
Sardar:Ek Baar Daikh Lanay Do,
Phir Woh Khud Apnay
Room Main Parday Laga Le Ga!….
by Pak101.com (few years ago!)