Yar muje Major Rohail ne
Santa: Yar muje Major Rohail ne social work krne Pr bohat mara.
Batna: Social Work?
Santa: Han, me ne qabristan k gate pr Welcome ka board lagaya tha.
by Pak101.com (few years ago!) / 863 views
Similar Jokes
Aurton se bhari bus ka accidnt ho gaya sab mar gain
Un sab k shohar 1 Haftay tak rote rahe
1 admi 2 haftay tak rota raha
Q k
Uski BV se bus miss ho gai thi
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Manager: Sorry, mein aap ko koi job nahi de sakta. Mere pas tum ko dene ke liye koi kaam nahi hai.
Funny Desi Santa: Oh sir ji, aap chinta na karo, bas mere ko job de do. Mein aap se kaam dene ke liye kabhi nahi kahunga.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Admi bakriyan chara raha tha
.
Pathan: Yai bakriyan kahan le Ja rahe ho?
.
Admi (gussey se): Enhain School chorny Ja raha hon
.
Pathan: Mujhe Pagal samjha hai? Aaj tu etwaar hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
“I MISS YOU”
.
.
.
.
.
soch soch ker pathan ne reply kia,
.
.
.
.
.
” I MR YOU “
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Doctor 2 Injured Patient:
Jab Car Ek Lady Chala Rahi
Thi To Tumko Road Se Door
Chalna Chahye Tha!!
Patient:
Konsi Road?
Main To KHAIT ME LOTA LE K
BETHA THA..
by Pak101.com (few years ago!)
Patni Aapne Pati Se- Dekh Lena Tumhe Nark Mein Bhi Jagah Nahi Milegi..
Pati- Achcha Hai, Mai Bhi Har Jagah Tumhare Sath Nahi Jaana Chahta.
by Pak101.com (few years ago!)
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to
foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: I gave a moving performance in singing.
Banta: What do you mean by moving performance?
Santa: Everyone moved out of theatre.
by Pak101.com (few years ago!)
5 K Beech Me 4 Likhkar Batao?
China : Mazak Mat Karo.
.
Japan : Namumkin
.
Amrican : Sawaal Galat Hai.
.
UK : Net Par Nhi Hai.
.
Indian : Easy… F(IV)E.
India has all
"JUGAAD". ;-) ::::D::::P
Click Like if ur proud to b an
Indian :D
by Pak101.com (few years ago!)
Boy 2 Girl- Likhe jo KHAT tujhe,
woh teri YAAD me
saare padh liye papa ne RAAT me
savera jab hua toh JUTE padh gaye,
woh FANAA wale baal GHAJINI me dhal gaye...
by Pak101.com (few years ago!)