Motape ka 1 hi Elaj He.
Dr: Motape ka 1 hi Elaj He.
Tum Daily Sirf 2 Rotiya Khaya Karo
GOLU: 2 Rotiya
khana khane se pehle
ya Khane k baad
by Pak101.com (few years ago!) / 963 views
Similar Jokes
Khushi is bat ki hai k kisi ki bhi nahi hai..:-)
hahaha
( ',')/
<)) bally bally
/ >
by @irha@ (few years ago!)
Ek rangile ne apne girlfriend ke kuch jyada hi
kareeb aane ki koshish ki.
GF : yaar, shaadi se pehle ye sab nahi.
Rangila : Don't worry, mein pehle se hi shaadi-
shuda hu!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dulhay: 1st night Dulhan ke aankh pr kiss keya or kaha
“Ankhin sakhsiat ke kitab hoti hain”
Dulhan: tum ko kitaboo main khoay ho or library main aag lagi hy.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Jeeti howi bazi to har koi jeet leta hai
misbah
jo hari bazi jita de use shahid afridi kehte hain
by Sabir shah (few years ago!)
1 Larkay Ne 1 Larki ko call ki
Larka:Hello Jaan
I Love U
Larki:
Sachi
Larka:
Muchi
Larki:
100 Ka Load Kara Do Please
Larka:
Sorry Baji rong number!
by Pak101.com (few years ago!)
Ques:
Why Do Sardars Have See-Through Lunch Box Lids?
Ans:
So They Can Tell
If They Are Going To Work Or Coming Home!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi apne dost ki kabar par phool daal raha hota hai.
Aur samne wale kabar mein bhi, ek aadmi apne dost ki kabar par chawal daal raha hota hai.
Pehla aadmi doosre se kehta hai, “Ye tumhara dost phool sunghne kab uthega?”
Doosra aadmi, “Jab tumhara dost chawal khane uthe ga.”
by khalid hussain (few years ago!)
Shiv:-Mera Trishul kaha hai?
Parvati:-ganesh le gaya?
Shiv:-Kyu?
Parvati:-Keh raha tha ki
“Girlfriend” ke sath Meggi khane ka program he….
by Pak101.com (few years ago!)
Uncle Aik Bachay Se Kehte Hain :
Beta Aik Acha Sa Jhoot Bolo
Agar Mujhe
Pasand Agaya To Main Tumhien Paanch Rupay Doon Ga
Bacha Masoomiat Se :
Yeh Lo ! Abhi To Das Rupay Kahay Thay …. !!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Chuhe Ne Poora Suit Kutar Kar Kha Liya,
Phir Bhi Bhukh Se Mar Gaya, Batao Kyu?
Kyun Ki Wo Suit Mallika Sherawat Ka Tha.
by Pak101.com (few years ago!)