Maa kehti he bhains ka dodh pine
Santa- Maa kehti he bhains ka dodh pine se dimag tez hota he
Banta- Ma bewakuf banati he
Agar aisa hota to bhains ka baccha SCIENTIST nahi ban jata
by Pak101.com (few years ago!) / 1046 views
Similar Jokes
Bacha:Daddy Aaj Kal ki Aurto Par Yaqeen Nai Krna Chahiye
Baap:Q
Bacha:Kal Techr Keh Rahi Thi 3 or 3 6 Hote He
Or Aaj Bolti he 4 or 2
6 Hote He
by Pak101.com (few years ago!)
Swaal kutte shadi kiun nai karte?;->
jawab:kiun k wo pehlay hi kutton ki zindagi guzar rahe hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Shareef larkiaon aur dianasour me common kia hai?
Saf zahair hai donon is dunia me nai rahe hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Aik doctor mareez kay peeche bhaag reha thaa. Logo ne wajah poache to doctor kehta mareez damagh ka operation kerwane aata hai aur baal katwa kay bhaag jata hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Baccha :- Madam Aap Mujhe Bahut Achi Lgti Hein,
Mein Aap Se Shaadi Karu gaa..
Madam :- Gusse Se, Muje Bachon Se Nafrt H,
Baccha :- Ok Madam Mein Koshish Krun Ga Ke Bacche Na Ho,,,,,
by Pak101.com (few years ago!)
Lion ne ek buddhe ko pakad liya.
Buddha :- Mera khoon to thanda ho
chuka hai kisi jawan ka taza garam
khoon piyo.
Lion :- Koi baat nahi aaj cold drink pine
by Rizwan Ajmal (few years ago!)
Pathan: Doctor Sahib poray jism mai kahin bhi ungli lagawon
tu boht dard hota hai
.
Doctor did X-ray of his all body and found that he has FRACTURE in his FINGER
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Sardar museum gya, Wahan us se 1 Cup toot gya?
Officer: You have broken a 5000 years old Cup.
Sardar: Thanks God
Main samjhya nawan C …
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Patient to Doctor: Doctor sahab kia mein operation key baad cricket khelney qabil ho jaoon ga?
Doctor: Bilkul
Patient: Wah ji wah, mein pehley kabhi naheen khela
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 jamadar gatter se jhuk k kachar nikal raha tha
pass se aik pagal guzara
pagal ne kaha mere lye bi 2 rotian laga dena
by Sabir shah (few years ago!)