Muje Sone Ka Haar Dilva
Patni- Muje Sone Ka Haar Dilva Do Main Tumhe Saat Janmo Tak Chahungi.
Pati- Haar Ke Saath Kangan Bhi Dunga, Lekin Baat Isi Janam Tak Hi Rehne Do.
by Pak101.com (few years ago!) / 1041 views
Similar Jokes
Aik Aadmi Apne Dost Ki Qabar Par
Phool Daal Raha Hota Hai
Aur Brabar Men Bhi
Aik Aadmi Apne Dost Ki Qabar Par
Chawal Daal Raha Hota He
Pehla Aadmi : Ye Tumhara Dost Phool Sunghne Kab Uthe Ga?
Doosra : Jab Tumhara Dost Chawal Khane Uthe Ga
by Pak101.com (few years ago!)
1 girl ki death k bad us ki saheli us k boy friend k pas gai aur boli:kia me us ki jagah le sakti hun.
Bf :mujhe koi aitraz nai qabristan walo se puch lo.
by Sabir shah (few years ago!)
1 pathan angoor bech raha tha mgr keh raha tha aaloo le lo aaloo.
2sry admi ne kaha khan saab ye to angoor hai.
Pathan. Chup ho jao warna makhia aa jayn gi.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pani ko bewkuf kaise banaoge?
Socho
Socho
...
Socho
Garam karo or roz ki tarah aaj bhi mat nahao.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Yaar abhi tumhare ammi ka Kaansi kesa hai?
.
Dost: Kaansi Band hogayi, Magar ab saans ruk ruk ke arahi hai
.
Pathan: Koi baat nahi, Khuda ne chaha tu wo bhi band ho jaye ga
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Santa kissed his GF in park
Gf: Plz ye sab shaadi se pehle maat karo
Santa: Oh Soniye Don't worry I'm married
by Pak101.com (few years ago!)
2009 Ka zalim SmS
.
Girl: KHAN SB Tum mujy subha sy ly kr sham tk or sham sy ly kr subha tk pyar kerna
.
PATHAN: oye Zalim ka bachi To phir hum NASWAR kab dalay ga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher: Pakistan k kitne soobe hain? Pathan: 4 Teacher: Good
Pehli dafa sahi jawab dia hai chalo ab un k naam batao?
Pathan:
Mashriq
Magrib
Shumal
Junub.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:dr.shahb 2 sal pehly mujhe bukhar huwa tha
dr:tu ab kia huwa
santa:ap ne nahane se mana kia tha ab naha lun
by Sabir shah (few years ago!)
AbbSardar Smoking In Front Of His Father ..
His Friend: Oye ! Abba De Saamne Smoking…??
Sardar: Abba Hi Hai Na..
Petrol Pump Te Nahi … !!
by Mohammad Ali (few years ago!)