Math Teacher to Boy-
Math Teacher to Boy-
Jayda Awaaz Mat kr
Warna 2 Bar Diffrentiate krke 1 bar Integrate kr dunga
Boy- Sir Maine b "e" Ki Power x hu Jo karna kar lo
by Pak101.com (few years ago!) / 1024 views
Similar Jokes
Pthan Apni Haseen Menggetar Ko Dekh Raha tha
LRKI Shrma K
Kya Dek Rhy Ho
Khan
Hm Soch Rha tha Agr tm Hmara Ami Hota to Hm B KHOBSURAT Hota
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife: Main ne tumhain baghair dekhe shadi kr li.
Shohar: Aur meri sharafat dekho,
Main ne dekh kar bhi inkar ni kiya..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sardar Ne Daru Pi Ke Apne Apko Aaine Main Dekha
Or Bola
Isko To Kahin Dekha Hai ....
O Yaad Aaya Ye To Wahi Haramkhor Hai
Jo Shadi Ke Album Main Meri Biwi Ke Sath Tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Paagal 1: main Taj Mahal ko kareedh loonga
Paagal 2: main use abhi bhech nahi rahaa hoo
by Pak101.com (few years ago!)
1 sardar aaina dekh k sochne laga yar isko kahen dekha hai.
Thori dair sochnay k bad ye to wohi hai
jo mere sath us din bal katwa raha tha
by Sabir shah (few years ago!)
Highway Par Police Ne Khan Ko Pakad Liya Aur Pucha.
Police: “Aap 180 Ki Speed Se Kyu Ja Rahe Ho?”
Khan: “Sir, Aap Logo Bhi Kamal Karte Ho Khud Hi To Board Pe Likha Hai – Yaad Rakhe Ghar Pe Koi Aap Ka Intzaar Kar Raha Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
MOLU Tum Bahaduri Wala Kon Sa Kaam Kar Sakte
Ho
GOLU: Mai Saanp Se Khel Sakta Hu
MOLU: Kaise
GOLU: Mere Mobile Main Saanp Wala Game Jo Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mamu -Oye, maar gayay yaar. Meri biwi aur premika saath saath aa rehla hai.
Mamu ka dost -Arrey, mein bhi yehi bolnewala tha.
by Pak101.com (few years ago!)
In A 1OO Meter Race,It Was Announced
1
2
3
Start.
All Started Running Except Santa.
Coach: Why Are You Still Waiting?
Santa: My No Is 4! :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Aman To Chaman: Tell Me 5 Animals Living In Water?
Aman: Chamman: Fish, Chaman: Thik Ha Aur Chaar?
Aman: Fish Ke Brother, Sister Father And Mother
by Pak101.com (few years ago!)