Raman: Kal Maine Dekha
Raman: Kal Maine Dekha, 4 Aadmi Ek Saath Swimming Pool Me Koode,
Magar Sirf Ek Ke Baal Gile Huye,
Bolo Kaise?
Chaman: Baaki 3 Ganje Honge
by Pak101.com (few years ago!) / 1049 views
Similar Jokes
Santa Ki Gf Romantic Mood mai thi usne santa se kaha mere gahr koi nahi hai aa jaao
Santa-tu mere ghar aajamere ghar sab log hain.Tera man lag jaayega.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ko DRIP Lagi Thi
Jb DRIP Khtm Hony Lagi Tou Us Ny Apne Bhai Sy Kaha"Jao Sister Ko Bula Lao"
Wo 3 Din BaadPunjab Se Apni BEHENKo Le Aaya ... ;-
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Netaji Ne Ek Bacche Ko Bhiksha Maangte Hue
Dekha, Netaji Unke Paas gaye Aur Samjhaya, Beta
Tumhe School Main Hona Chaiye Tum Yahan Kya Kar
rahe Ho.Baccha Bola School Gaya Tha Par Wahan 1
Rs Bhi Bheek nahi Mili.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: Aji suniye, mujhe kisi mehengi jaga le ke chaliye na ji….
Husband: Chalo, tayyar ho jao…
Guess where he took her….
………
……..
…..
….
…
..
.
.
.
.
Petrol pump!!!
by khalid hussain (few years ago!)
Santa Singh: Will this bus take me to Jalandhar?
Driver: Which part? Santa Singh: All of me, of course!
by Pak101.com (few years ago!)
Boy askd God: why she luvs a Rose which Dies in a day
Bt Does't luv me Who Dies 4 her Evryday
God Replied
Salaa.. Kya Dialog mara Phir se bol
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Beta: Papa Aap Mummy K Sath Q Sote Ho?
Papa: Sath Sone Se Piyaar Barhta Hy Is lye.
Beta: Papa Jhoot Mat Bolo
Is Se Piyar Nhi
Parivaar Barhta Hy.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A sardar learning english introduces his family in the party:
Hi! I am sardar,
this is my sardarni,
he is my kid,
& she is my kidney.
by tanveer hussain (few years ago!)
Sardar : Yar meri biwi pani se bohat darti hai.
Friend : Acha wo kaise?
Sardar : Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub
mai bhi security guard k sath bethi thi.!
by Pak101.com (few years ago!)
.
Husbnd: tm se shadi kr k mjhe ek faayeda tou hua hy,
wife: konsa?
Husbnd: mjhe apne sare gunahoun ki saza dunia me he mil gaie..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)