Sardar : Yar meri biwi pani se bohat darti hai.
Sardar : Yar meri biwi pani se bohat darti hai.
Friend : Acha wo kaise?
Sardar : Yar kal mein ghar gaya to wo bathtub
mai bhi security guard k sath bethi thi.!
by Pak101.com (few years ago!) / 961 views
Similar Jokes
Ek Ladka Rishta Mangne Apni Girl Friend Ke Ghar Gaya Taki Unki Ab Jaladi Hi Shaadi Ho Jaye,
Lekin Waha Ladki Ke Baap Ne Ladke Ko Bahut Mara Utha-Utha Ke Patka,
Maar Khane Ke Baad Ladka Utha Aur Bola: “To Main Inkaar Samajhu?“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Agar Mai Tumhari Mama Hoti To Tumhen Bohat Pyar Karti
Aur Tumhari Har Baat Manti.
Little Santa: O Bibi! Bas Kar Dramay, Menu Pata Aye Tu Mery Aby Te Akh Rakhi Hoi Aye.!
by Pak101.com (few years ago!)
1 class ka bacha
apni
Miss se kehta he.
Me
aapko kesa lagta
hon.
Miss so sweet,
Bacha: To phr me
apne
ammi abbu ko aap
k
ghar kb bhejon.
Miss: wo q.
Bacha:Take wo
hamari
baat aage chalaeen,
Miss:ye kya bkwaas
hai.
Bacha:
.
.
.
.
.
Tution parhane k liye.miss ap b na Qasam se
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Divyansh ek din samose ke sirf aloo kha rha tha aur bahar ka fek raha tha.kisi ne usse puccha ki voh sirf samose ke aloo kyo kha raha hai
Diyansh bola doctor ne mujhe bahar ki cije khane se mana kiya hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar aaj pehli bar maine accha kaam kya, jiss par logon ne mujhe bohat mara!
Banta: Woh kya..
Santa: Ek makan mein aag lagi thi, aur andar kuch log thay, maine window tori aur andar ja kar sab logon ko bahar nikal diya.
Banta: Toh logon ne kyun mara
Santa: Yaar, kyun ke woh sab log fire fighter thay!
by Pak101.com (few years ago!)
jang may pathan nay bullet proof jacket ki jaga machar dani pahan rakhi thee ....kisi nay pocha kio g pathan bola jis may say machar nahy guzar sakta goli kaisy guzary ga ,,,,,,
by atif majeed (few years ago!)
*Wife was teaching Grammar*
Wife: "I am Beautiful",
Which tense is this?
Santa : Past tense!!
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR JI SAW SOME BOYS RUNNING IN THE STREET HE ASKS ONE MAN THAT WHATS GOING ON
MAN:RACE IS GOING ON BETWEEN THESE BOYS
SARDAR:WHAT THEY WILL GET FROM THIS RACE
MAN:THE WINNER WILL GET THE PRICE
SARDAR:THEN WHY OTHER BOYS ARE RUNNING
by Pak101.com (few years ago!)
Srdar apni bv k 7 ja rha tha
To
1 lrka ne ankh mari
srdar
tuje shrm ni ati mje ankh marte ho
Lrka
Mene tuje ni teri bv ko mari
Srdar
Sory yr mene tuje glt smja.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
mareez doctor say: Mujay door kuch nazar nahee aathee. Doctor: wu upar dekhu kya hay Mareez: Chand Doctor: Aur kya es say agay farishtay dekhu gay
by Mazhar Khan (few years ago!)