Car me baithi 1 Lady ne
Car me baithi 1 Lady ne, 1 bhikhari ko 1 rupya dekar,
Aasirvaad dene ko kaha!
Bhikhari: Car me to baithi ho, ab kya aasmaan me baithogi?
by Pak101.com (few years ago!) / 1021 views
Similar Jokes
Baap beta aik hotal me gae
baap:waiter 1 cigrate aur 1 ice cream lao.
Beta :ice cream kiun
baap:aaj ap bi cigrate pee len ge
by Sabir shah (few years ago!)
Maalik: arey, tune 500 saal puraani ghadi thod dee
hai.
naukar: bach gaya saab, main to samjha yeh nayaa
hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Har Sawal Se Dat Kar Ladna,
Fekne Me Kami Mat Karna,
Mouka Mila To Peche Bhi Dekhna,
Aur Ek Baath Yaad Rakhna,
Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna
by inayat khan (few years ago!)
Ek Aadmi Ladies ward me admit ho gaya.
Nurse:- Tumko sharm nahi aati.
Aadmi bola:- Sharm kaisi...!
Hum to Paida hi Ladies Ward me
huye the!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa aur Banta train ke peeche bhag rahe the.
Santa chadh gaya, to train me logo ne kaha “WEL DONE”
Santa – Khaak well done, jana to usey tha, mein to usey chhodne aaya tha!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Tumhe pata hai Mere papa ek ungli se 8logo Ko Utha sakte hai
Banta:wow! Wo kaise?
santa: Qki Mere papa Lift Operator hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Height of Fashion..!!
.
.
.
A 3 years old baby telling his mother:
“Mom, Pamper zara neechay baandhna, dashing look
aati hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
3 sardar after exam
1st:Yaar mujhey kuch nahi ata tha
main paper khali chor aya hon.
2nd: Main bhi!
3rd:Shit yaar, teacher samjhe
gi hum ne cheating ki hay:p
by Tanveer Hussain (few years ago!)
RAAZ Was Kissing A Blank Paper
FARAZ-Ye Kya Hai?
R-Mri GF Ka Love Letter He
FARAZ-Magar Ye Toh Khali He
RAAZ-Aaj-kal Hum baat nahin karte
by Pak101.com (few years ago!)
America-Mobile Hamari Khoj Hai.
China-Sim Card Hamari Khoj Hai.
Japan-Sms Hamari Khoj Hai.
Koriya-Blootuth Hamari Khoj Hai.
INDIA-MISS CALL HAMARI KHOJ Hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!)