500 saal porani ghari
Maalik: arey, tune 500 saal puraani ghadi thod dee
hai.
naukar: bach gaya saab, main to samjha yeh nayaa
hai
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1252 views
Similar Jokes
Ek bar ek male sardar aur uski biwi station gaye, wahan par punjab mail aayi male sardar usme chad gaya aur darwaze se bahar nikal kar apni biwi se bola ki ruk ja abhi punjab female aayegi usme tu ana yeh punjab mail hai...
by Pak101.com (few years ago!)
boy-tumhari aankhain kitni haseen hai, girl-choro na,
boy-tumhare baal kitne khubsurat hai,
girl-choro na aap bhi,
boy-abhi tak to chor hi raha tha...
by Pak101.com (few years ago!)
Judge ( chor se ) : tum pandharvin baar adalat mein aaye ho is liye tum par pachaas hazaar rupay jurmana aed kya jata hai.
chor ( haath bandh kar ) : huzoor! baqaida anay walay gahak ke sath kuch to riayat honi chahiye
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ticket Checker Ask To Sardar
Ticket Dikhao Sardar: Ye Lo Dekho
Ticket Checker: Ye To Purani He Sardar: To Ye Train Bhi Konsi Nayi He
by Pak101.com (few years ago!)
Jin larko se motorcycle double stand per nai lagti
Wo be larki se keh rahe hote hai
Fikar mat kero mein ho na
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Main tumhari yaad mein 15 din mein hi aadhi ho gayi hun, mujhe lene kab aa rahe ho?
Husband: 15 din aur ruk jao…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Girl:meri maan ko tum bahut pasnd ho.
Larka:sharmate howe
kuch bi ho jae hum shadi tum se kare ga
maan ko kaho mujhe bool jae.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar ke 10 bachon mai 1 alag dikhta tha
.
Jab Us ki Bewi marny wali thi tu sardar ne Pocha: Ab tu bata do Yai kis ka hai?
.
Bewi: Sirf Yahi apka hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher Class Mein Santa Se Puchhta Hai.
Teacher: “Samundar Mein Nimbu Ka Ped Ho To Tum Kaise Todoge?”
Santa: “Chidiya Bankar.”
Teacher: “Aadmi Ko Chidiya Tera Baap Banayega?”
Santa: “Samundar Mein Ped Aapka Baap Lagayega?“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
Bachpan vich maan di gal suni hondi te aj a din na vekhna painda.
Wakeel:
Kya kehti thi tumhari maan?
Sardar:
Anni deya jadon gal e nien suni tey fer dasaan ki.
by Pak101.com (few years ago!)