Two friends were walking but
Total Disaster:-)
Two friends were walking but suddenly they stopped..
1St Freind: Ooh my god!! my girl friend and my wife are coming together..
Second Friend: Damn!!! Mine tooo it :-))
by Pak101.com (few years ago!) / 884 views
Similar Jokes
Teacher:beta ap k papa ki karte hain?
Boy:jo mummy bolti hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Ek chota baccha bahut der se ghar ke bahar khada
darwaje ki ghanti bajane ki kosish kar raha tha.Toh
ek budha aadmi aaya aur kaha:
Budha aadmi: Kya kar rahe ho beta?
Baccha: Uncle, yeh ghanti bajana chahta hoon.
Budha aadmi (ghanti bajake): Yeh lo bajgaya, ab
kya hai?
Baccha: Ab bhago!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A smart sign board displayed at the highways for encouraging slow driving says:
"Mr LATE" is always better than "LATE Mr"..!!Yay
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bhool kar bhi kisiko na rulana,
Zindagi mein sabko hasana,
Dusman ko bhi gale lagana,
Phir bhi koi gam de toh hume batana,
Tapka denge saale ko.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Ladki apne BF k sath Ghoom Rahi thi.. .
.
.
Itne me us ka
husband aa gaya aur uske BF Ko pitne
laga..
Ladki- Maar saale Ko
Apni biwi ghumaata nahi h,
Aur dusro
ki biwi gumaane le aata hai...
.
.
.
(itne me BF josh me
husband ko marne laga)
.
.
.
Ladki - Maar saale Ko, na khud ghumaane le jata hai,
na kisi aur ko ghumaane deta hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Snta- Dr. mujhe aisa Lagta he ki mere kaan me koi gunguna raha he..
Dr- Tumhe aisa kab lagta he..?
Santa- Jab mai kaan me walkman sunta hu...
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ny Chalnge Kia K
Vo Minar E Pakistan Ko Sir Pr Utha Kr
India Ja Skta Hy,
Hazaron Log Ekathe Ho Gay
Sardar Bola:
“Inu Chuk K Mery Sir Ty Rakho”
by Pak101.com (few years ago!)
Tufani Barish Mein Raat Ko
Ek Sardar Pizza Lene Aaya
Shopkeeper: Aap Shadishuda Hai?
Sardar: Is Tufani Baarish Mein Kya Meri Maa Mujhe Bhejti
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
2 mai se 2 minus krdo to kya bacha?
Pathan:
humko sawal samaj nhi aya
Teacher:
tumare pas 2 rotiyan thi
tmne unko kha lia ab kya bcha?
Pathan:
salan...
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher: Tumhare papa 500 rupees loan lete hai. 10% interest ke hisab se woh 1 saal baad loan vapis karte hai. Batao kitne paise vapis karenge?
Bania’s son: Kuch bhi nahi.
Teacher: Tum maths nahi jante.
Banis’s son: Main toh maths janta hoon, par aap mere papa ko nahi jante.
by hearthackervsgirls (few years ago!)