Rishta Discussion
Rishta discussion now a days:
Larkay Walay: larki ne kya kiya hua hai??
Larki Walay: jee Masha Allah candy crush
kay 110th stage per hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1412 views
Similar Jokes
Santa: waiter, ek coffee laana. kitna hai? Waiter: 50 Rs.
Santa: saamnewaali dukhaan main to 50 ps hai
Waiter: woh xerox dukhaan hai sir
by Pak101.com (few years ago!)
HUSBAND ne WIFE se:
"HATA Lo Apne Chahre Se Ye Zulfe,
A Jaane-E-Tamanna
.
.
.
.
.
KHUDA Kasam
.
.
.
Agli Baar "Khane" Me Baal AAYA to Sajni se Gajni bana Dunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Police:
Darwaza kholo tumhari biwi truck k neechy aa kr paper jesi ban gai hai.
Sardar:
Tay darwaza kholny di ki zarurat a thallon ee phara day.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 larky ko larki se pyar ho gya lekin larki ne usy thukra dia
Larky ne kaha tum 10din k andar mujh se muhbbat ka iqrar kro gi
Or larka din rat barish main dhoop main us k ghar k samne khara raha
9 din k bad larki ko waqae larky ki muhbbat ka ahsas ho gaya us ne socha suba pyar ka iqrar krun gi lekin jab wo larky ko milne gyi to larka usy wahan na mila or 1 kaghz mila jis par likha tha
Tere chakkr main teri behan set ho gyi hai
Sorry Baji…..:-
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ki bv:zor se chilai aur boli Gul khan jaldi bathroom se bahir niklo
Pathan ki bv:zor se chilai aur boli Gul khan jaldi bathroom se bahir niklo Zalzala aaya hay!
Pathan: Tum usko bithao hum aata hay.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Na main shayar hoon, na shayar ka bhatija
Hoon zaroor, magar,
Apne ma-baap ke mohabbat ka nathija
by Abdul Sami (few years ago!)
Biwi nind me jor se chilai-jaldi utho mere pati aa gye.
Sardar utha aur khirki se kud gaya.tang tut gayi.
Fir use khyal aya sala mai hi to uska pati hu.... || Latest Sardar Jokes 2013 ||
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pathan & SARDAR Marne ke bad swarg meSARDAR:tu kaise mara?PATHAN:thand se or tu?SARDAR:mujhe laga meri biwi ka kisi se affair hai,Jab ghar gaya to koi nahi thaSharm ke mare 5maine atmahatya ka li.Pathan ne jor se tamacha mara aur bola,sale agar FRIJ khol k dekhtato na tu sharm se marta aur na me thandse.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher sardar se: dahi ki english batao?
,
Sardar sochne k bad:
,
,
Milk sleeping in the night and swairey swairey tight.!:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek riksha k piche likha tha ki 'Sawan ka intazar he'. Piche se ek truck aya aur riksha ko uda dia.
Aur uske pichhe likha tha 'Aya sawan jhoom ke'
by Pak101.com (few years ago!)