Why is Salman Khan disturbed these days?
Why is Salman Khan disturbed these days?
Usi girlfriend jawaan ho gayi hai,aur bhabhi badnaam ho gayi hai…
by Pak101.com (few years ago!) / 973 views
Similar Jokes
Tab tak pyaar se pyaar mat karo,
Jab tak pyaar aap se pyaar na kare.
Agar pyaar aapse pyaar kare,
Toh pyaar karo ki pyaar kisi aur se pyaar na kare.
by Abdul Sami (few years ago!)
Urdu Jokes of Pathan Pathan Lateefay Pathan (ricksha wale se) station jane ke kitne paise lo ge ? Ricksha Wala : 50 rupay. Pathan : 20 le lo ? Rickha Wala : 20 main kon le kar jae ga? Pathan : Peeche betho hum le ke jae ga :D Aik pathan ka school main new admission hoa. Teacher : batao Allama Iqbal kon hain ? Pathan : hum ko kia pata . hum aaj hi to aya hai. Sardar Joke Urdu .
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
GOLU:Yaar, mai kuch bhi karta hu to meri biwi beech me
aa jati Hai
MOLU:Yaar,tu car chala kar dekh
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Train Ulatne Ka Case Adalat Me Tha Train Ka Driver Jo K Pathan Tha Us Se Pocha K Tum Ne Train Patri Se Q Utari?
Pathan: Oo Yaara 1 Banda Samne Aa Gaya Tha Brake Maarne Ka Time Nahi Tha. Humara Officer Ne Bola K Is K Uppar Charha Do.
Wakel: Phir?
Pathan: Wo Banda Patri Se Uttar Gaya… ;-(
by Pak101.com (few years ago!)
1799:
Tipu Sultan: Shair Ki 1 Din Ki Zindagi Geedar Ki 100 Sala Zindgi Se Behtr Hay
2013:
Pakistani Awam: Kuttay Ki 5 Sala Hakumat Sher K 100 Din Say Achi Thee. :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dil ko jlane se kya Faida anso Bhane Se kya Faida
Jb usne Hmen choor kr kisi aur ka Hath tham Lia
Ab uske chote bhai ko cheez dilane se kya
Faida...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mareez: Dil K operation K bad mujy ZARDARI acha lagnay laga hai!
Kya mai pagal ho gaya hum?
DR: nahi tumhain jo dil lagaya hai wo ” KUTTAY” ka hai,,,
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR k betay ki baraat thi Sardar 250
SARDAR k betay ki baraat thi
Sardar 250 afraad le k pohncha,
Larki ka baap: Tum ne tou kha tha k 50 bandey honge?
Sardar: bande 50 e ne, baqi saarey chawal ney.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aajkal k bacche.
.
Maa : Beta, Kya Kr Rahe Ho ?
.
.
Beta : Padh Raha Hu..
.
.
Maa: Wah Excellent…!!!
Kya Padh Rahe Ho..
.
Beta : Aapki Hone Wali BAHU Ke Messages.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar :nuras ne abi tak neend ki goli nai bheji?
Bv:nai
sardar:use kahao jaldi kare mujhe neend arahi hai. Me ab goli k lye aur nai jaag sakta
by Sabir shah (few years ago!)